Feb 27, 2015

Mujhe neend na aaye

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, February 27, 2015



Mujhe neend na aaye




Mujhe neend na aaye
neend na aaye neend na aaye

Mujhe chain na aaye
chain na aaye  chain na aaye

Mujhe neend na aaye ho ..
Mujhe neend na aaye
mujhe chain na aaye
Koyee jaye jara dhund ke laye

Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya

Mujhe neend na aaye
mujhe chain na aaye
Koyee jaye jara dhund ke laye

Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya

Halat kya hai kaise tujhe batau mai
Karvat badal badalke rat bitau mai
Halat kya hai kaise tujhe batau mai
Karvat badal badalke rat bitau mai

Puchho jara puchho kya hal hai
hal mera behal hai
Puchho jara puchho kya hal hai
hal mera behal hai

Koyee samajh na paye kya rog sataye
Koyee jaye jara dhund ke laye

Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya

Jan se bhee pyara mujhko mera dil hai
Uske bina ek pal bhee jina mushkil hai
Jan se bhee pyara mujhko mera dil hai
Uske bina ek pal bhee jina mushkil hai

Tauba meree tauba kya dard hai
dard bada bedard hai
Tauba meree tauba kya dard hai
dard bada bedard hai

Kabhee mujhko hasaye kabhee mujhko rulaye
Koyee jaye jara dhund ke laye

na jane kaha dil kho gaya
na jane kaha dil kho gaya

Mujhe neend na aaye
neend na aaye neend na aaye
Mujhe chain na aaye
chain na aaye chain na aaye

Mujhe neend na aaye
mujhe chain na aaye
Koyee jaye jara dhund ke laye

na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya



Movie - Dil(1990)
Lyrics - Sameer
Music - Anand-Milind
Singers -  Anuradha Paudwal, Udit Narayan

0 Comments:

 

Gaata Rahe Mera Dil Copyright © 2011 Design by Ipietoon Blogger Template | web hosting