Showing posts with label Ijaazat (1987). Show all posts
Showing posts with label Ijaazat (1987). Show all posts

Feb 22, 2015

Meraa kuchh saamaan

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Sunday, February 22, 2015 0 Comments


Meraa kuchh saamaan 




Meraa kuchh saamaan
tumhaare paas padaa hain
Meraa kuchh saamaan
tumhaare paas padaa hain

Saawan ke kuchh bhige bhige din
rakhe hain
aaurMere yek khat mein lipati
raat padi hain

wo raat Buzaa do
meraa wo saamaan lautaa do
Meraa kuchh saamaan
tumhaare paas padaa hain

Saawan ke kuchh bhige bhige din
rakhe hain
aaurMere yek khat mein lipati
raat padi hain

wo raat Buzaa do
meraa wo saamaan lautaa do

patazad Hain kuchh hain naa??
Patazad mein kuchh patton ke
girane ki aahat
Kaanon mein yek baar pahan ke lautaayi thi

Patazad ki wo shaakh abhi tak
kaanp rahi hain

wo Shaakh giraa do ..
meraa wo saamaan lautaa do
wo Shaakh giraa do ..
meraa wo saamaan lautaa do

yek Akeli chhatri mein jab
aadhe aadhe bhig rahe the
yek Akeli chhatri mein jab
aadhe aadhe bhig rahe the

Aadhe sukhe aadhe gile
sukhaa to main le aai thi

Gilaa man shaayad
bistar ke paas padaa ho
wo Bhijawaa do
meraa wo saamaan lautaa do

yek so solah chaand ki raate
yek tumhaare kaandhi kaa til
yek so solah chaand ki raate
yek tumhaare kaandhi kaa til

Gili mehandi ki khushboo
joothh moothh ke Shikwe kuchh
jooth moothh ke waade bhi sab
Yaad karaa do

sab bhijwaa do
meraa wo saamaan Lautaa do
sab bhijwaa do
meraa wo saamaan Lautaa do

yek ijaajat de do bas
jab is ko Dafanaaoongi
main bhi wahi so jaaoongi
main bhi wahi so jaaoongi


Movie - Ijaazat (1987)
Music - R.D.Burman
Singer - Asha Bhosle
Lyrics - Gulzar

Feb 21, 2015

katraa katraa miltee hai

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Saturday, February 21, 2015 0 Comments


katraa katraa miltee hai




katraa katraa miltee hai
katraa katraa jeene do
jindagee hai .. jindagee hai
bahane do .. bahane do

pyaasee hoo main pyaasee rahane do
rahane do naa ...

katraa katraa miltee hai
katraa katraa jeene do
jindagee hai .. jindagee hai
bahane do .. bahane do

pyaasee hoo main pyaasee rahane do
rahane do naa ...

kal bhee to kuchh ayesaa hee huaa thaa
neend mein fir tum ne jab chhuaa thaa
girate girate baahon mein bachee mai
sapane pane paanw pad gayaa thaa
sapanon mein bahane do

pyaasee hoo mai pyaasee rahane do
rahane do ...

katraa katraa miltee hai
katraa katraa jeene do
jindagee hai .. jindagee hai
bahane do .. bahane do

pyaasee hoo mai pyaasee rahane do
rahane do ...

tum ne to aakaash bichhaayaa
mere nange pairo mein jameen hai
kaante bhee tumhaaree aarajoo hai
shaayad ayaisee jindagee haseen hai
aarajoo mein bahane do ..

pyaasee hoo main pyaasee rahane do
rahane do naa ...

katraa katraa miltee hai
katraa katraa jeene do
jindagee hai .. jindagee hai
bahane do .. bahane do ..

pyaasee hoo mai pyaasee rahane do
rahane do ...

halake halake kohare ke dhuae mein
shaayad aasamaan tak aa gayee hoo
teree do nigaahon ke sahaare
dekhoo to kahaa tak aa gayee hoo
kohare mein bahane do ..

pyaasee hoo main pyaasee rahane do
rahane do ...

katraa katraa miltee hai
katraa katraa jeene do
jindagee hai .. jindagee hai
bahane do .. bahane do ..

pyaasee hoo mai pyaasee rahane do
rahane do ... rahane do ... rahane do ...



Movie - Ijaazat (1987)
Music - R. D. Burman
Lyrics - Gulzar
Singer - Asha Bhosle

 

Gaata Rahe Mera Dil Copyright © 2011 Design by Ipietoon Blogger Template | web hosting