Jan 31, 2015

yaai re yaai re zor laga ke nache re

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Saturday, January 31, 2015 0 Comments


yaai re yaai re



yaai re yaai re zor laga ke nache re
yaai re yaai re mil ke dhum machaye re
chal mere sang sang le le duniya ke rang
ho ja ragila re rang rang rangila re

yaai re yaai re zor laga ke nache re
yaai re yaai re mil ke dhum machaye re
chal mere sang sang le le duniya ke rang
ho ja ragila re rang rang rangila re

itne chehro me apne chehre ki
pehchan to ho pehchan to ho
bade bade naamo me apna bhi naamo
nishan to ho pehchan to ho

jine me phir to kya baat ho
din mera aur nayi raat ho
har ghadi bas khushi sath ho

yaai re yaai re zor laga ke nache re
yaai re yaai re mil ke dhum machaye re
chal mere sang sang le le duniya ke rang
ho ja ragila re rang rang rangila re

are yaaro mere paas to aao
meri mushkil dur bhagao
cadbury bole main mitha hu
amul bole main mitha hu
horlicks bole main achchha hu
complan bole main achchha hu

kya sabne socha main bachcha hu
chocolate khane me tension hai
dudh pine me tension hai
tension tension tension

lanat hai ji us par duniya me hi rehkar
duniya me jo jine ke andaz ko naa jane
mathe ya hatho pe chand ya taaro me
kismat ko dhundhe par 
khud me kya hai ye naa jane

khudpe hi hamko yaki ho
mushkile raah ki aasa ho
dono hatho me ye jaha ho

yaai re yaai re zor laga ke nache re
yaai re yaai re mil ke dhum machaye re
chal mere sang sang le le duniya ke rang
ho ja ragila re ragila re rang rang rangila re


Movie - Rangeela (1995)
Music - A R Rahman
Lyrics - Mehboob
Singers - Aditya Narayan, Asha Bhosle

Jan 30, 2015

Rangeela (1995)

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, January 30, 2015 0 Comments



Kya Kare Kya Na Kare





Yaaro Sun Lo Zara




Mangta Hai Kya Voh Bolo




Jan 29, 2015

Pyaar zindagi pyaar har khushi

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Thursday, January 29, 2015 0 Comments



Hey que sera sera sera



Naujawaanon baat maano
Kabhi kisise naa pyaar karna

Naujawaanon baat maano
Kabhi kisise naa pyaar karna

Hey que sera sera sera
jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara
phir chaahe jo ho

Hey que sera sera sera
jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara
phir chaahe jo ho

Pyaar zindagi pyaar har khushi
Pyaar jisne paaya hai
Vohi dil phool jaisa khilaa

Pyaar galti hai pyaar dhoka hai
Pyaar galti chaaya hai
Dekho phir naa karna gilaa

Oh.. pyaar zindagi pyaar har khushi
Pyaar jisne paaya hai
Vohi dil phool jaisa khilaa

Pyaar galti hai pyaar dhoka hai
Pyaar galti chaaya hai
Dekho phir naa karna gilaa

Pyaar hi dhadkanon ki kahani hai
Pyaar hai haseen daastan

Pyaar ashkon ki Behta nishaani hai
Pyaar mein hai chain kahan

Pyaar ki baat jisne naa maani hai
Uski naa to zameen hai naa hai aasman

Naujawaanon baat maano
Kabhi kisise naa pyaar karna

Hey que sera sera sera
jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara
phir chaahe jo ho


Hey que sera sera sera
jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara
phir chaahe jo ho

pyaar jaise hai purab paschim
Pyaar hai uttar dakshin
Yahan hai pyaar hi har dishaan

Pyaar rog hai pyaar dard hai
Pyaar tode dil ek din
Yahi hai pyaar ka silsila

pyaar jaise hai purab paschim
Pyaar hai uttar dakshin
Yahan hai pyaar hi har dishaan

Pyaar rog hai pyaar dard hai
Pyaar tode dil ek din
Yahi hai pyaar ka silsila

Pyaar se hi to rangeen jeevan hai
Pyaar se hi dil hai jawaan

Pyaar kaaton ka jaise koi pann hai
Pyaar se hi gham ka samaa

Pyaar se jaane kyoon tumko uljhan hai
Pyaar to saari duniya pe hai maherabaan

Hey que sera sera sera
jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara
phir chaahe jo ho

Hey que sera sera sera
jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara
phir chaahe jo ho

Na na na na naujawaanon
na na na na, na na na na
Na na na na, na na na na
Naujawaanon
Na na na na na.....

Hey que sera sera sera
jo bhi ho so ho

Hamein pyaar ka ho aasara
phir chaahe jo ho
Hamein pyaar ka ho aasara
phir chaahe jo ho

Hey que sera sera sera sera
jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara
phir chaahe jo ho

Hamein pyaar ka ho aasara
phir chaahe jo ho
Hamein pyaar ka ho aasara
phir chaahe jo ho

Hey que sera sera sera sera
jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara
phir chaahe jo ho

Phir chaahe jo ho .. Phir chaahe jo ho 



Movie - Pukar   
Music Director - A.R.Rehman
Lyrics - Javed Akhtar
Singer(s) :Shankar Mahadevan,Alka Yagnik

Jan 28, 2015

Sunta hai mera khuda

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Wednesday, January 28, 2015 0 Comments


Sunta hai mera khuda




Sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan se chaahoon
tujhko yaara dilruba

Sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan se chaahoon
tujhko yaara dilruba

Ke zindagi tere liye tere liye
Aur tu mere liye dil ki sada hai

Sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan se chaahoon
tujhko yaara dilruba

Sajan sun tu bhi itna
Ke tu hai mera sapna
Tu hi to hai meri aarzoo

Sanam yeh baatein kaisi
Kahan meri kismat aisi
Ke ban jaaoon teri aarzoo

Kaho to main tere aage
Kamar peeche gajra daale
Doloon nasheeli chaal se

Ada haai aisi qaatil
Sahega to kaise yeh dil
Taras khaao mere haal pe

Sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan se chaahoon
tujhko yaara dilruba

Ae sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan se chaahoon
tujhko yaara dilruba

Yeh zindagi tere liye tere liye
Aur tu mere liye dil ki sada hai

Yeh dil botein bhi dil hain
Yahan kaante sab gul hain
Yeh raste hain apne pyaar ke

Haai kahoonga par main itna
Kadam dekhkar hi rakhna
Kahin koi thokar na lage

Jo mil gaye do dil aise
Judaa yeh phir honge kaise
Hamaari kahaani hai yehi

Mujhe bhi ab kya karna hai
Tujhi pe jeena marna hai
Ke ab zindagaani hai yehi



Movie - Pukar   
Music - A.R. Rehman
Singer(s) - Udit Narayan, Hema Sardesai
Lyrics - Majrooh Sultanpuri, Javed Akhtar

Jan 27, 2015

Kismat se tum humko mile ho

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Tuesday, January 27, 2015 0 Comments



Kismat se tum humko mile ho





Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge

Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge

Kya kahoon kaise lagte hai
dil pe zulfon ke saaye
Koi bhoola raahi jaise manzil paa jaaye
Ya koi dil toofaan ka maara
Dard ki laheron mein aawaara

Koi pyaara pyaar ke saaye paa jaaye

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge

Tukde dil ke hum tum milke
Phir se jodenge
yeh sheesha phir se jodenge

Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge

Yun sharmaati yun ghabraati
aise simti simtaayi
O mere baalam yunhi nahin main
jaate jaate laut aayi hoon

Preet meri pehchaani tune
Meri kadr to jaani tune

Ab dil jaaga hosh mein chaahat ab aayi

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge

Tukde dil ke hum tum milke
Phir se jodenge
yeh sheesha phir se jodenge

Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge

Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge

Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge


Movie -Pukar   
Music - A.R.Rehman
Lyrics - Javed Akhtar, Majrooh Sultanpuri
Singer(s)- Anuradha Paudwal, Sonu Nigam

Bhagwan Hai Kahan Re Tu

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Tuesday, January 27, 2015 0 Comments



Bhagwan Hai Kahan Re Tu



Hai suna ye poori dharti
tu chalata hai
Meri bhi sun le araj
mujhe ghar bulata hai

Bhagwan hai kahan re tu
Hey Khuda hai kahan re tu

Hai suna tu bhatke mann ko
raah dikhata hai
Main bhi khoya hun mujhe
ghar bulata hai

Bhagwan hai kahan re tu
Hey Khuda hai kahan re tu

Main pooja karun ya namajein padhun
Ardaasein karun din rain
Na tu Mandir mile na tu Girje mile
Tujhe dhoondein thake mere nain
Tujhe dhoondein thake mere nain
Tujhe dhoondein thake mere nain

Jo bhi rasmein hain wo saari
main nibhata hoon
In karodon ki tarah main
sar jhukata hoon

Bhagwan hai kahan re tu
Aye Khuda hai kahan re tu

Tere naam kayi tere chehre kayi
Tujhe paane ki raahein kayi
Har raah chalaa par tu na mila
Tu kya chaahe main samjha nahin
Tu kya chaahe main samjha nahin
Tu kya chaahe main samjha nahin

Soche bin samjhe jatan
karta hi jaata hun
Teri zid sar aankhon par
rakh ke nibhata hun

Bhagwan hai kahan re tu
Aye Khuda hai kahan re tu
Bhagwan hai kahan re tu
Aye Khuda hai kahan re tu



Movie - PK (2014)
Singer - Sonu Nigam
Music - Shantanu Moitra
Lyrics - Swanand Kirkire


 

Gaata Rahe Mera Dil Copyright © 2011 Design by Ipietoon Blogger Template | web hosting