Aug 5, 2015

Iss kadar pyar hain tumse ai hamsafar

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Wednesday, August 05, 2015 0 Comments


Iss kadar pyar hain 




Iss kadar pyar hain
tumse ai hamsafar
Iss kadar pyar hain
tumse ai hamsafar

Abb toh jite hain ham
bas tumhe dekhkar

Tumharee har ada
tumharee har najar
Yeh kya kehne lagee
tumhe hain kya khabar

Iss kadar pyar hain
tumse ai hamsafar
Abb toh jite hain ham
bas tumhe dekhkar

Dil me hain betabiya
nind udne lagee
Tere khayalo se hee
aankh judne lagee

Har pal tumko dekha maine
kehtee hain meree najar

Tumharee har ada
tumharee har najar
Yeh kya kehne lagee
tumhe hain kya khabar

Iss kadar pyar hain
tumse ae hamsafar
Abb toh jite hain ham
bas tumhe dekhkar

Sanso me basne lagee
jabse too ho janeja
Apna sa lagne laga
mujhko sara jaha

Mehka mehka lagta mujhko
khushiyo se dil kaa nagar

Tumharee har ada
tumharee har najar
Yeh kya kehne lagee
tumhe hain kya khabar

Iss kadar pyar hain
tumse ae hamsafar
Abb toh jite hain ham
bas tumhe dekhkar

Tumharee har ada
tumharee har najar
Yeh kya kehne lagee
tumhe hain kya khabar



Deewana -1998 (Pop Songs)
Singer - Sonu Nigam
Music - Sajid-Wajid



Aug 4, 2015

Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Tuesday, August 04, 2015 0 Comments



Ab mujhe raat din 





Hey hey hey hey hey hey

Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain
Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain

Kya kahu pyaar mein
deewano jaisa haal hain
Deewano jaisa haal hain
tumhara hi khayal hain

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein
deewano jaisa haal hain

Tum ko dekhe beena
chain milta nahi
Dil pe ab to koi
zor chalta nahi

Jaadu hain kaisa
dil ki lagi mein
Doob gaya hu is bekhudi mein

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein
deewano jaisa haal hain

Har pal dhunde nazar
tum ko hi jaaneman
Had se badhne lagaaa
mera deewanapan

Dil mein basa lu
apna bana lu
Ya phir nazar mein
tumko chupa lu

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein
deewano jaisa haal hain

Deewano jaisa haal hain
tumhara hi khayal hain

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la



Deewaana - 1998 (Pop Songs)
Singer - Sonu Nigam
Music - Sajid -Wajid

Aug 3, 2015

Aankhon mein tera hi chehra

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Monday, August 03, 2015 0 Comments


Aankhon mein tera hi chehra




Aankhon me.. Aankhon me
Aankhon me ho..
Aankhon me ha..

Aankhon mein tera hi chehra
Dhadkan mein teri hi yaadein
Karti hai Deewana

Aankhon mein tera hi chehra
Dhadkan mein teri hi yaadein
Karti hai Deewana

Haye kaha gayi wo raate
Wo meethi meethi si baate
Karti thi... jo deewana

Aankhon mein tera hi chehra
Dhadkan mein teri hi yaadein
Karti hai Deewana

Door jab se tum gayi ho
jab se mujhko bhool gayi ho
Door jab se tum gayi ho
jab se mujhko bhool gayi ho

Mein hu deewana
Lekar dil chura li aankhen
Kar gayi mujhko teri yaadein

Deewana .. deewana
Haye kaha gayi wo raate
Wo meethi meethi si baate
Karti thi... jo deewana

Aankhon mein tera hi chehra
Dhadkan mein teri hi yaadein
Karti hai Deewana

Maana ke tum saath nahi ho
mere dil ke paas nahi ho
Maana ke tum saath nahi ho
mere dil ke paas nahi ho

Maine ye mana
Phir bhi aas lagi he dil mein
Tum aao gi mujhse milne
Chupke chupke kah de dil me

Deewana.. mera deewana
Phir se aayengi wo raate
Wo meethi meethi si baate
Karti thi... jo deewana

Aankhon mein tera hi chehra
Dhadkan mein teri hi yaadein
Karti hai Deewana

Haye kaha gayi wo raate
Wo meethi meethi si baate
Karti thi... jo deewana

Aankhon mein tera hi chehra
Dhadkan mein teri hi yaadein
Karti hai Deewana

Deewana... Deewana
Deewana... Deewana



Singer - Aryans
Year - 1996

Aug 2, 2015

Dekha hai teri aankhon ko

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Sunday, August 02, 2015 0 Comments


Dekha hai teri aankhon ko





Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko,
Chaha hai teri adaon ko

Isme mera kasoor kya hai sanam
Isme mera kasoor kya hai sanam

Jaan-e-jana tujhey hai kasam

Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko

Isme mera kasoor kya hai sanam
Isme mera kasoor kya hai sanam

Jaan-e-jana tujhey hai kasam

Teri nigahon me masti ki chhaon me
duba hu mai is tarha

Kaise batau mai kisko sunau mai
jeeta hu mai kis tarha

Isme mera kasoor kya hai sanam
Isme mera kasoor kya hai sanam

Jaan-e-jana tujhey hai kasam

Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko

Tere hi sapnon me khokar mai soya
Jaga na abtak yaha…

Aati hai pal me jati hai pal me
Dhundu yaha se waha

Isme mera kasoor kya hai sanam
Isme mera kasoor kya hai sanam

Jaan-e-jana tujhey hai kasam

Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko

Isme mera kasoor kya hai sanam
Jaan-e-jana tujhey hai kasam




Singer : Aryans

Album : Coffy Bar
year : 2001

Aug 1, 2015

Aur aahista kijiye baatain

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Saturday, August 01, 2015 0 Comments


Aur aahista kijiye baatein





Aur aahista kijiye baatein
dhadkanein koyi sun raha hoga
Aur aahista kijiye baatein
dhadkanein koyi sun raha hoga

Lafz girne na paayein hothon se
waqt ke haath inko chun lenge
Kaan rakhte hain yeh dar-o-deewaar
raaz ki saari baat sun lenge

Aur aahista kijiye baatein

Aise bolo ki dil ka afsana
dil sune aur nigaah dohraaye
Aise bolo ki dil ka afsana
dil sune aur nigaah dohraaye

Apne chaaron taraf ki yeh duniya
saans ka shor bhi na sun paaye
Na sun paaye

Aur aahista kijiye baatein
dhadkanein koyi sun raha hoga
Lafz girne na paayein hothon se
waqt ke haath inko chun lenge

Kaan rakhte hain yeh dar-o-deewaar
raaz ki saari baat sun lenge

Aur aahista kijiye baatein

Aayiye band kar lein darwaaze
raat sapnein chura na le jaaye
Aayiye band kar lein darwaaze
raat sapnein chura na le jaaye

Koi jhonka hawa ka awaara
dil ki baaton ko uda na le jaaye
Na le jaaye

Aur aahista kijiye baatein
dhadkanein koyi sun raha hoga
Lafz girne na paayein hothon se
waqt ke haath inko chun lenge

Kaan rakhte hain yeh dar-o-deewaar
raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein

Aaj itne kareeb aa jao
dooriyon ka kahin nishaan na rahe
Aaj itne kareeb aa jao
dooriyon ka kahin nishaan na rahe

Aise ek doosre mein gum ho jaaye
faasla koyi darmiyaan na reh jaaye
Na reh jaaye

Aur aahista kijiye baatein
dhadkanein koyi sun raha hoga
Lafz girne na paayein hothon se
waqt ke haath inko chun lenge

Kaan rakhte hain yeh dar-o-deewaar
raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein



Pankaj Udhas 
year - 1996
 

Gaata Rahe Mera Dil Copyright © 2011 Design by Ipietoon Blogger Template | web hosting