Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga
Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga
Aisa sunder sapna apna jivan hoga
Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga
Aisa sunder sapna apna jivan hoga
Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga
Prem kee galee me
ek chhota sa ghar banaayenge
Prem kee galee me ..
Prem kee galee me
ek chhota sa ghar banaayenge
Kaliya na mile na sahee
katon se sajaayenge
Bagiya se sunder woh ban hoga
rimjhim barasta sawan hoga
Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga
Teree aankhon se
sara sansar me dekhungee
Teree aankhon se ...
Teree aankhon se
sara sansar me dekhungee
Dekhungee iss par ya
uas par me dekhungee
Nainon ko teraa hee darshan hoga
rimjhim barasta sawan hoga
Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga
Phir toh mast hawaao ke
ham jhonke ban jaayenge
Phir toh mast hawaao ke ...
Phir toh mast hawaao ke
ham jhonke ban jaayenge
Naina sunder sapno ke
jharonkhe ban jaayenge
Mann aashaao kaa darpan hoga
rimjhim barasta sawan hoga
Aisa sunder sapna apna jivan hoga
Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga
rimjhim barasta sawan hoga
sawan hoga .. sawan hoga
Movie - Jeevan Mrityu (1970)
Singers - Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music - Laxmikant-Pyarelal
Lyris - Anand Bakshi
0 Comments:
Post a Comment