Showing posts with label Sangam (1964). Show all posts
Showing posts with label Sangam (1964). Show all posts

Nov 8, 2014

o mere sanam o mere sanam

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Saturday, November 08, 2014 0 Comments

o mere sanam o mere sanam



o mere sanam o mere sanam
do jism magar ek jaan hai ham
ek dil ke do aramaan hai ham

o mere sanam o mere sanam
do jism magar ek jaan hai ham
ek dil ke do aramaan hai ham
o mere sanam o mere sanam

mere apne .. apna ye milan
sagam hai ye gaga jamunaa ka
jo sach hai saamane aaya hai
jo bit gaya ek sapna tha
jo bit gaya ek sapna tha

ye dharati hai insaano ki
kuchh aur nahi insaan hai ham
ek dil ke do aramaan hai ham

o mere sanam o mere sanam
do jism magar ek jaan hai ham
ek dil ke do aramaan hai ham
o mere sanam o mere sanam





Movie - Sangam (1964)
Music - Shankar Jaikishan
Lyrics - Shailendra
Singer - Lata Mangeshkar, Mukesh

Nov 7, 2014

Mere man ki ganga

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, November 07, 2014 0 Comments




Mere man ki ganga



mere man ki ganga
aur tere man ki jamuna ka
bol raadha bol sangam hoga ki nahi

mere man ki ganga
aur tere man ki jamuna ka
bol raadha bol sangam hoga ki nahi
are .. bol raadha bol sangam hoga ki nahi

nahi ... kabhi nahi

kitni sadiya beet gayi hai
hay tujhe samjhaane me
mere jaisa dhiraj vaala
hai koi aur zamaane me

man ka badhata bojh
kabhi kam hoga ki nahi

bol raadha bol sangam hoga ki nahi
are .. bol raadha bol sangam hoga ki nahi

teri khaatir main tarsa yu
jaise dharati saavan ko
raadha raadha ek ratan hai
saans ki aavan jaavan ko

patthar pighale dil ye
tera nam hoga ki nahi

bol raadha bol sangam hoga ki nahi
mere man ki ganga aur tere man ki jamuna ka
bol raadha bol sangam hoga ki nahi

are .. bol raadha bol
sangam hoga ki nahi
jaao na kyon sataate ho
hoga .. hoga .. hoga




Movie -  Sangam (1964)
Music - Shankar Jiakishan
Lyrics - Shailendra
Singers - Viajayanti mala,mukesh

Nov 6, 2014

ye mera prempatra padh kar

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Thursday, November 06, 2014 0 Comments


ye mera prempatra 
 


meharbaan likhu .. hasina likhu
ya dilruba likhu
hairan hu ki aapko
is khat me kya likhu

ye mera prempatra padh kar
ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho

ye mera prempatra padh kar
ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho

tujhe mai chanda kahta tha
magar usme bhi daag hai
tujhe mai chanda kahta tha
magar usme bhi daag hai

tujhe suraj mai kahta tha
magar usme bhi aag hai
tujhe itna hi kahta hu
ke mujhko ..  tumse pyaar hai
tumse pyaar hai .. tumse pyaar hai

ye mera prempatra padh kar
ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho

tujhe ganga mai samjhunga
tujhe jamuna mai samjhunga
tujhe ganga mai samjhunga
tujhe jamuna mai samjhunga

tu dil ke paas hai itni
tujhe apna mai samajhunga
agar mara jaau ruh bhatake gi
ke tere intzar me .. 
intzar me .. intzar me

ye mera prempatra padh kar
ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho

ye mera prempatra padh kar
ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho


Movie -  Sangam (1964)
Music - Shankar Jaikishan
Lyrics - Hasrat Jaipuri
Singers - Mohammad Rafi

Nov 5, 2014

Har dil jo pyar karega

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Wednesday, November 05, 2014 0 Comments



Har dil jo pyar karega




har dil jo pyar karega
voh gaana gayega
har dil jo pyar karega
voh gaana gayega

deewana sekdon me pehchana jayega
deewana sekdon me pehchana jayega
deewana ..

aap hamare dil ko churakar
aankh churaye jate hai
yeh ek tarfa rasm-e-vafa hum
phir bhi nibhaye jate hai

chahat ka dastoor hai lekin
aap ko hi maloom nahi ..

jis mehfil me shamma ho
parwana jayega
deewana sekdon me
pehchana jayega .. deewana

har dil jo pyar karega
voh gaana gayega
deewana sekdon me
pehchana jayega .. deewana

har dil jo pyar karega
voh gaana gayega

deewana sekdon me pehchana jayega
deewana

bhooli bisri yade meri
hanste gaate bachpan ki
raat beraat chali aati hai
neend churane nainan ki

ab keh doongi karte karte
kitne sawan beet gaye .. ho
jane kab in aankho ka
sharmana jayega

deewana sekdon me
pehchana jayega .. deewana

har dil jo pyar karega
voh gaana gayega
deewana sekdon me
pehchana jayega .. deewana

apni apni sabne keh li
lekin hum chupchap rahe
dard paraya jisko pyara
voh kya apni baat kahe

khamoshi ka yeh afsana reh
jayega baad mere .. 
apna ke har kisi ko begana jayega
deewana sekdon me pehchana jayega

har dil jo pyar karega
voh gaana gayega
deewana sekdon me pehchana jayega
deewana .. deewanaa ..



Movie - Sangam (1964)
Music - Shankar Jaikishan
Lyrics - Shailendra
Singers -  Mahendra Kapoor, Mukesh, 
Lata Mangeshkar

 

Gaata Rahe Mera Dil Copyright © 2011 Design by Ipietoon Blogger Template | web hosting