mera juta hai japaani ye patalun ingalistaani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustaani mera juta hai japaani nikal pade hain khuli sadak par apana seena taane apana seena taane
manzil kahaan kahaan rukana hai upar vaala jaane upar vaala jaane badhate jaayen ham sailaani jaise ek dariya toofaani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustaani
mera juta hai Japani ye patalun ingalistaani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustaani mera juta hai Japani
upar niche niche upar lahar chale jivan ki lahar chale jivan ki
naadaan hain jo baith kinaare puchhen raah vatan ki puchhen raah vatan ki
chalana jivan ki kahaani rukana maut ki nishaani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustaani
mera juta hai Japani ye patalun ingalistaani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustaani mera juta hai japaani honge raaje raajakunvar ham bigade dil shahazaade bigade dil shahazaade
ham sinhaasan par ja baithe jab jab karen iraade jab jab karen iraade surat hai jaani pahachaani duniya vaalon ko hairaani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustaani
mera juta hai Japani ye patalun ingalistaani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustaani mera juta hai japaani
Pyaar hua, ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil Pyaar hua, ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil Kehta hai dil rasta mushkil Maaloom nahin hai kahan manjil Kehta hai dil rasta mushkil Maaloom nahin hai kahan manzil Pyaar hua, ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil Kehta hai dil rasta mushkil Maaloom nahin hai kahan manzil Pyaar hua, ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa Kaho ki apni preet ka geet na badlega kabhi Tum bhi kaho is raah ka meet na badlega kabhi Pyaar jo toota saath jo chhoota Chaand na chamkega kabhi Aa ha ha, aa ha ha Aa aa aa, aa aa aa (Aa ha ha, aa ha ha Aa aa aa, aa aa aa) Pyaar hua ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil Kehta hai dil rasta mushkil Maaloom nahin hai kahan manzil Pyaar hua ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa Raatein dason dishaaon se kahengi apni kahaaniyaan Geet hamaare pyaar ke dohraayegi jawaaniyaan Main na rahoongi, tum na rahoge Phir bhi rahengi nishaaniyaan Pyaar hua ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil Kehta hai dil rasta mushkil Maaloom nahin hai kahan manzil Kehta hai dil rasta mushkil Maaloom nahin hai kahan manzil Pyaar hua ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
Movie - Shri 420 Music - Shankar-Jaikishan Lyrics - Shailendra Singers - Manna Dey, Lata Mangeshkar
నా చిన్నిప్రపంచానికి మహారాణిని...
☺♥♥☺♥♥☺
నా ఆలోచనలు,జ్ఞాపకాలు,నమ్మకాలు, అభిరుచులు, నాకుటుంబం, స్నేహితులు, నా చుట్టూ ఉన్న ప్రపంచం ఏదో ఒక బంధం వున్న అన్ని విషయాల
♥ నా చిన్నిప్రపంచం ♥
♥ నా అంతరంగానికి అక్షరరూపం ♥
Welcome to my Favourite Hindi songs Blog "GATA RAHE MERA DIL"
Music has been my companion in my lonely times and my philosopher in disturbed times. Music is like true friends.Music console and make smile whatever our state of mind may be.
This blog is for everyone who loves hindi songs - Bollywood, Indipop, Gazals and more... From evergreen classics to the latest chartbusters.