ye mera prempatra
meharbaan likhu .. hasina likhu
ya dilruba likhu
hairan hu ki aapko
is khat me kya likhu
ye mera prempatra padh kar
ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho
ye mera prempatra padh kar
ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho
tujhe mai chanda kahta tha
magar usme bhi daag hai
tujhe mai chanda kahta tha
magar usme bhi daag hai
tujhe suraj mai kahta tha
magar usme bhi aag hai
tujhe itna hi kahta hu
ke mujhko .. tumse pyaar hai
tumse pyaar hai .. tumse pyaar hai
ye mera prempatra padh kar
ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho
tujhe ganga mai samjhunga
tujhe jamuna mai samjhunga
tujhe ganga mai samjhunga
tujhe jamuna mai samjhunga
tu dil ke paas hai itni
tujhe apna mai samajhunga
agar mara jaau ruh bhatake gi
ke tere intzar me ..
intzar me .. intzar me
ye mera prempatra padh kar
ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho
ye mera prempatra padh kar
ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho
Movie - Sangam (1964)
Music - Shankar Jaikishan
Lyrics - Hasrat Jaipuri
Singers - Mohammad Rafi
0 Comments:
Post a Comment