woh chaand khila
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai
samajhne waale samajh gaye hain
na samjhe ..
na samjhe woh anaadi hain
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai
samajhne waale samajh gaye hain
na samjhe .. na samjhe woh anaadi hain
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai
chaandi ki chamakti raahein
woh dekho jhoom jhoom ke bulaayen
chaandi ki chamakti raahein
woh dekho jhoom jhoom ke bulaayen
kirnon ne pasaari baahein
ki armaan naach naach lehraye
baaje dil ke aar gaye yeh bahaar
ubhre hai pyaar jeevan mein
baaje dil ke aar gaye yeh bahaar
ubhre hai pyaar jeevan mein
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai
samajhne waale samajh gaye hain
na samjhe .. na samjhe woh anaadi hain
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai
kirnon ne chunariya taani
bahaarein kis pe aaj hain deewani
kirnon ne chunariya taani
bahaarein kis pe aaj hain deewani
chaanda ki chaal mastani
hai paagal jispe raat ki rani
taaron ka jaal le le dil nikaal
poochho na haal mere dil ka
taaron ka jaal le le dil nikaal
poochho na haal mere dil ka
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai
samajhne waale samajh gaye hain
na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai
Movie - Anari (1959)
Music - Shankar Jaikishan
Lyrics - Hasrat Jaipuri
Singers - Mukesh, Lata Mangeshkar
0 Comments:
Post a Comment