Ja ja Ja ja Ja ja
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja
Pehle pyaar ki pehli chitthi O
o pehle pyaar ki pehli chitthi
saajan ko de aa
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja
Unse kehna jabse gaye tum
main to adhuri lagti hoon
In honthon pe chup si lagi hai
na roti na hansti hoon
Bhool hui jo unhein sataaya O
O bhool hui jo unhein sataaya
aisa paap kiya
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Ja ja
Mann hi mann mein
unko apna sab kuchh maan chuki hoon main
Vo kya hain main kaun hoon unki
ab ye jaan chuki hoon main
Unko apne saath hi laana O
o unko apne saath hi laana dil hi nahin lagta
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Ja ja Oh oh....
Yahan ka mausam bada haseen hai
phir bhi pyaar udaas hai
Unse kehna door sahi main dil to unhi ke paas hai
Tu ye sandesa unko sunaana O
o tu ye sandesa unko sunaana
main peechhe aaya
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Ah aah....
Jahaan bhi dekhoon tum hi tum ho
aur nazar na kuchh aaye
Dil ye chaahe is aalam mein
kaash zamaana ruk jaaye
Aaj se pehle kabhi nahin thi
Aaj se pehle kabhi nahin thi itni haseen duniya
aur nazar na kuchh aaye
Dil ye chaahe is aalam mein
kaash zamaana ruk jaaye
Aaj se pehle kabhi nahin thi
Aaj se pehle kabhi nahin thi itni haseen duniya
0 Comments:
Post a Comment