Jul 22, 2010

Dil deke darde mohabbat liya hai

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Thursday, July 22, 2010

Dil deke darde mohabbat liya hai 





Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai Maine
O maine
ki maine pyaar kiya.... pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

O.. Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai Maine
pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai O..

Pehle pahal jab usay maine dekha
Vo ban gayi meri kismat ki rekha
Khabar kya thi ye baat itni badhegi
Mohaabat mein mahnat bhi karni padegi

Dilwaale mahnat se darte nahin hai
Darte hain vo pyaar karte nahin hai
Maine O maine
ki maine pyaar kiya pyaar kiya
pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya
pyaar kiya hai O..

Duniya ki daulat thukra chuka hoon
Zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon
Ye chhaaon meri hai meri rahegi
Jo main kahoonga vo duniya kahegi
Ye chaand sooraj bhi chhodein chamakna
Mushkil hain mere iraade badalna

Maine O Maine
ki maine pyaar kiya pyaar kiya
pyaar kiya hai Maine pyaar kiya
pyaar kiya pyaar kiya hai
O.. Main

teri dil tera ye jaan teri
Tera mohabbat hai pehchaan meri
Main aaj kehti hoon ye sabke aage
Ek din main keh doongi ye rab ke aage
Tujhko hi bigde banana padega
Bichhde huey dil milana padega
Maine O maine

ki maine pyaar kiya pyaar kiya
pyaar kiya hai Maine pyaar kiya
pyaar kiya pyaar kiya hai O ..

Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya
pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya

pyaar kiya hai Maine pyaar kiya
pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

0 Comments:

 

Gaata Rahe Mera Dil Copyright © 2011 Design by Ipietoon Blogger Template | web hosting