Mar 20, 2012

Chaudvin Ka Chand Ho

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Tuesday, March 20, 2012 0 Comments

Chaudvin Ka Chand Ho








Chaudvin Ka Chand Ho
Ya Aaftaab Ho
Jo Bhi Ho Tum Khuda Ki Kasam
Lajawab Ho

Zulfein Hain Jaise Kaandhe Pe
Baadal Jhuke Hue
Aankhen Hain Jaise Maey Ke
Pyaale Bhare Hue

Masti Hai Jisme Pyaar Ki Tum
Woh Sharaab Ho
Chaudvin Ka Chand Ho ...

Chehra Hai Jaise Jheel Mein
Khilta Hua Kanwal
Ya Zindagi Ke Saaz Pe
Chhedi Hui Ghazal

Jaane Bahaar Tum Kisi
Shaayar Ka Khwaab Ho
Chaudvin Ka Chand Ho ...

Hothon Pe Khelti Hain
Tabassum Ki Bijliyaan
Sajde Tumhari Raah Mein
Karti Hain Kaikashaan

Duniya-E-Husno-Ishq Ka Tum
Hi Shabaab Ho
Chaudvin Ka Chand Ho ...



Film: Chaudhvin Ka Chand (1960).
Singer : Mohammad Rafi
Music: Ravi
Lyrics :
Shakeel Badayuni


Mar 18, 2012

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam - Kagaz Ke Phool

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Sunday, March 18, 2012 0 Comments

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam






Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam
tum Rahe Na Tum Ham Rahe Na Ham
waqt Ne Kiya…

beqaraar Dil Is Tarha Mile
jis Tarha Kabhi Ham Juda Na The
beqaraar Dil Is Tarha Mile
jis Tarha Kabhi Ham Juda Na The

tum Bhi Kho Gaye, Ham Bhi Kho Gaye
ek Raah Par Chalke Do kadam

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam
tum Rahe Na Tum Ham Rahe Na Ham
waqt Ne Kiya…

jaayenge Kaha Sujhta Nahi
chal Pade Magar Raasta Nahi
jaayenge Kaha Sujhta Nahi
chal Pade Magar Raasta Nahi

kya Talaash Hai Kuchh Pata Nahi
bun Rahe Hain Dil Khaab Dam-ba-dam

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam
tum Rahe Na Tum Ham Rahe Na Ham
waqt Ne Kiya…


Movie : Kagaz Ke Phool ( 1959 )
Singer: Geeta Dutt



Mar 9, 2012

Yuvraaj (2008)

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, March 09, 2012 0 Comments

Yuvvraaj film starring Salman Khan, Anil Kapoor, Mithun Chakraborty and Katrina Kaif.
It is produced and directed by Subhash Ghai.

Ghai's favourite, A.R. Rahman, is the music director for this film.
The film released on November 21, 2008.
Yuvvraaj is a musical story of a fragmented family of three brothers
Deven Yuvvraaj (Salman Khan), Gyanesh (Anil Kapoor) and Danny (Zayed Khan)
fighting and playing games with each other to inherit their father's wealth.

The film is about the arrogance and overconfidence of contemporary youth.
"Everyone wants to be a rock star, regardless of whether they have the morals
to go with the appellation.

Music of the film released on October 17, 2008.


Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu




Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu
Tu hi to, tu hi to meri dost hai
Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu
Tu hi to meri dost hai

Aaawaz ka dariyaan hu
Behta hu mein neeli raaton mein
Mein jaagta rehta hu
Neend bhari jheel si aankhon mein
Aawaz hu mein.. 

Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu
Tu hi to, tu hi to meri dost hai 

Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu
Tu hi to meri dost hai..

Raat mein chandni kabhi
Aise gungunati hai
Sun zara lagta hai tumse
Aawaz milati hai

Mein khayalon ki mehek hu
Gungunate saaz par
Ho sake to mila le
Aawaz ko le saaz par..

Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu
Tu hi to, tu hi to meri dost hai
 

Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu
Tu hi to meri dost hai
Aaawaz ka dariyaan hu
Behta hu mein neeli raaton mein
 

Mein jaagta rehta hu
Neend bhari jheel si aankhon mein
Aawaz hu mein.. 

Kabhi dekha hai saahil
Jahan shaam utarti hai
Kehte hai samunder se
Ek pari guzarti hai
 

Wo raat ki rani hai
Sargam par chalti hai
Re re sa re sa re sa sa re sare
 

Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu
Tu hi to, tu hi to mera dost hai
Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu
Tu hi to mera dost hai
Aaawaz ka dariyaan hu
 

Behti hu mein neeli raaton mein
Mein jaagti rehti hu
Neend bhari jheel si aankhon mein
Aawaz hu mein .. Aawaz hu mein



Tu Muskura jaha kahi bhi hai Muskura






Movie : Yuvraaj (2008)
Music Director: A R Rahman
Director: Subhash Ghai
Lyricists: Gulzar

 

Gaata Rahe Mera Dil Copyright © 2011 Design by Ipietoon Blogger Template | web hosting