Jul 26, 2010

E jaate hue lamhon...

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Monday, July 26, 2010 0 Comments

I salute all our soldiers who remain apart from their family to protect us.
Jai hind....
Happy Independence Day



 
E jaate hue lamhon zara thehro, zara thehro E jaate hue lamhon zara thehro, zara thehro 
Main bhi to chalta hoon, zara unse milta hoon
Jo ek baat dil mein hai, unse kahoon

To chalun, to chalun, hm hm hm hm hm
To chalun, to chalun, to chalunTo chalun, to chalun, hm hm hm hm hm
To chalun, to chalun, to chalun

Ae jaate hue lamhon zara thehro, zara thehro

Unke chehre ki yeh narmiyaan
Unki zulfon ki yeh badliyaan
Unki aankhon ke roshan diye
Unke honton ki yeh surkhiyaan

Sab unke hain jalwe, main chalne se pehle
Saanson mein... aankhon mein
khwaabon mein... yaadon mein
Aur is dil mein unko chhupaake rakhoon

To chalun, to chalun, hm hm hm hm hm
To chalun, to chalun, to chalun

Ae jaate hue lamhon zara thehro, zara thehro

Main kahin bhi rahoon ae sanam
Mujhko hai zindagi ki kasam
Faaslein aate jaate rahe
Pyaar lekin nahin hoga kam

Jinhe chaahoon...jinhe poojoon
unhe dekhoon... unhe chhoo loon
Zara baatein to kar loon, zara baahon mein bhar loon
Main is chaand se maathe ko choom loon

To chalun, to chalun, hm hm hm hm hm
To chalun, to chalun, to chalun

Ae jaate hue lamhon zara thehro, zara thehro
Main bhi to chalta hoon, zara unse milta hoon
Jo ek baat dil mein hai, unse kahoon
To chalun, to chalun, hm hm hm hm hm
To chalun, to chalun, to chalun

Sandese Aate Hai..

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Monday, July 26, 2010 0 Comments








Sandese aate hain
Humein tadpaate hain
To chitthi aati hai
To poochh jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai

Sandese aate hain
Humein tadpaate hain
To chitthi aati hain
To poochh jaati hai

Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai

Kisi dilwaali ne kisi matwaali ne
Humein khat likkha hai
Ki humse poochha hai
Kisi ki saason ne kisi ki dhadkan ne
Kisi ki choodi ne kisi ke kangan ne
Kisi ke kajre ne kisi ke gajre ne

Mahekti subahon ne machalti shaamon ne
Akeli raaton ne adhoori baaton ne
Tarasti baahon ne
Aur pooccha hai tarsi nighahon ne

Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye dil soona soona hai

Sandese aate hain
Humein tadpate hain
To chitthi aati hai
To pooche jaati hai

Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai

Mohabbat walon ne hamare yaaron ne
Humein ye likkha hai ke humse poochha hai
Hamare gaaon ne aam ki chaaon ne
Puraane peepal ne baraste baadal ne

Khet khaliayaanon ne hare maidaanon ne
Basanti belon ne jhoomti belon ne
Lachakte jhulon ne behekte phoolon ne
Chatakti kaliyon ne
Aur poochha hain gaaon ki galiyon ne

Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin gaaon soona soona hai

Sandese aate hain
Humein tadpate hain
To chitthi aati hai
To pooche jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai

Ohh Ohhhh Ohhh ...

Kabhi ek mamta ki
Pyaar ki ganga ki
Vo chitthi aati hai
Saath vo laati hai
Mere din bachpan ke
Khel vo aangan ke
Vo saaya aanchal ka
Vo teeka kaajal ka

Vo lori raaton mein vo narmi haathon mein
Vo chaahat aankhon mein vo chinta baaton mein
Bigadna oopar se mohabbat andar se
Kare vo devi maa
Yahin har khat mein poochhe meri maa

Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin aangan soona soona hai

Sandese aate hain
Humein tadpate hain
To chitthi aati hai
To pooche jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai

ohohho..
Ay guzarne waali hava bata
Mera itna kaam karegi kya
Mere gaanv ja mere doston mo salaam de
Meri gaanv mein hai jo vo gali
Jahaan rehti hai meri dilruba
Usay mere pyaar ka jaam de
Usay mere pyaar ka jaam de

Vahin thodi door hai ghar mera
Mera ghar mein hai meri boodhi maa
Mere maa ke pairon ko chhooke
Usay uske beta ka naam de

Ay guzarne waali hava zara
Mere doston meri dilruba
Meri maa ko mera paiyam de
Unhe jaake ty ye paigam de

Main vaapas aaoonga
Main vaapas aaoonga
Phir apne gaaon mein
Usiki chaaon mein
Ki maa ke aanchal se
Gaanv ke peepal se
Kisike kaajal se
Kiya jo vaada tha vo nibhaoonga

Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga

Jul 24, 2010

Hum Aapke Hain Koun - Title Song (Salman Khan & Madhuri Dixit)

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Saturday, July 24, 2010 0 Comments

My Favorite Movie ** Hum Aapke Hain Kaun **

is considered to be one of the most successful hindi films ever.
The film is a story of two Indian families and the relationships between them,
celebrating Indian culture using modern production values.
It is noted for its lavish depictions of North Indian wedding ceremonies.
Its soundtrack, including an unusually large number of 14 hit songs

Hum Aapke Hain Kaun




Hum Aapke Hain Kaun
Hum Aapke Hain Kaun

Bechain Hai, Meri Nazar
Hai Pyar Ka, Kaisa Asar
Na Chup Raho, Itna Kaho
Hum Aapke.... Aapke Hain Kaun
Hum Aapke.... Aapke Hain Kaun

Khud Ko Sanam, Roka Bada
Aakhir Mujhe, Kehna Pada
Khwaabon Mein Tum, Aate Ho Kyon
Hum Aapke.... Aapke Hain Kaun
Hum Aapke.... Aapke Hain Kaun

Bechain Hai, Meri Nazar
Hai Pyar Ka, Kaisa Asar
Hain Hosh Gum, Poocho Na Tum
Hum Aapke....Aapke Hain Kaun
Hum Aapke....Aapke Hain Kaun

Kaise Kahun, Dil Ki Lagi
Chehra Mera, Padh Lo Kabhi
Yeh Sharm Ki, Surkhi Kahe
Hum Aapke....Aapke Hain Kaun
Hum Aapke....Aapke Hain Kaun
Hum Aapke....Aapke Hain Kaun



Movie - Hum Aapke Hain Koun...! (1994)
Composers - Ram Laxman
Lyricists - Dev Kohli

Singers - Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam


Wah Wah Ramji ... Jodi Kya Banaai

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Saturday, July 24, 2010 0 Comments

Waha Waha Ramji, Jodi Kya Banaai




Waha Waha Ramji, Jodi Kya Banaai
Bhaiya Aur Bhabhi Ko, Badhaai Ho Badhaai
Sab Rasmon Se Badi Hai Jag Mein
Dil Se Dil Ki Sagaai

Aapki Kripa Se Yeh, Shubh Ghadi Aai
Jiji Aur Jija Ko, Badhaai Ho Badhaai
Sab Rasmon Se Badi Hai Jag Mein
Dil Se Dil Ki Sagaai

Waha Waha Ramji,
Waha Waha Ramji,

Mere Bhaiya Jo, Chup Baithe Hain
Dekho Bhabhi Yeh, Kaise Ainthe Hain
Aise Bade Hi Bhale Hain
Maana Thode Manchale Hain
Par Aap Ke Siva
Kahin Bhi Na Phisle Hain

Dekho Dekho Khud Pe, Jiji Itraai
Bhaiya Aur Bhabhi Ko, Badhaai Ho Badhaai
Sab Rasmon Se Badi Hai Jag Mein
Dil Se Dil Ki Sagaai

Waha Waha Ramji,
Waha Waha Ramji,

Suno Jijaji, Aji Aapke Liye
Meri Jiji Ne, Bade Tap Hain Kiye
Mandiron Mein Kiye Phere
Pooja Saanjh Sawere
Teen Lok Taintees
Devon Ko Yeh Rahi Ghere

Jaisi Maine Maangi Thi, Waisi Bhabhi Paai
Jiji Aur Jija Ko, Badhaai Ho Badhaai
Sab Rasmon Se Badi Hai Jag Mein
Dil Se Dil Ki Sagaai

Waha Waha Ramji,
Waha Waha Ramji,
Waha Waha Ramji,


Hum Aapke Hain Koun.(1994)
Composers - Ram Laxman
Lyricists - Ravinder Rawal

Singers - Lata Mangeshkar,
S. P. Balasubrahmanyam

Dulhe Ki Saaliyon O Hare Dupatte Vaaliyon

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Saturday, July 24, 2010 0 Comments

Dulhe Ki Saaliyon Hare Dupatte Vaaliyon




Dulhe Ki Saaliyon O Hare Dupatte Vaaliyon
Joote De Do Paise Lelo
Joote De Do Paise Lelo

Dulhan Ke Devar Tum Dikhalaao Na Yoon Tevar
Paise Dedo Joote Lelo
Paise Dedo Joote Lelo

Ajee Note Gino Ji, Joote Laao
Zid Chhodho Ji, Joote Laao
Fraud Hain Kya Hum, Tum Hi Jaano
Akadu Ho Tum,

Jo Bhi Maano... Jo Bhii Maano... Jo Bhii Maano

Ajee Baat Badhegi, Badh Jaane Do
Maang Chadhegi, Chadh Jaane Do
Adho Na Aise, Pehle Joote
Pehle Joote Pehle Joote

Joote Liye Hain Nahin Churaayaa Koi Zevar
Dulhan Ke Devar Tum Dikhlaao Naa Yoon Tevar
Paise Dedo Joote Lelo

Paise Dedo Joote Lelo
Joote Dedo Paise Lelo

Kuchh Thandaa Pi Lo, Mood Nahin Hai
Dahi Bade Lo, Mood Nahin Hai
Kulfi Kha Lo, Bahut Kha Chuke
Paan Khaa Lo,

Bahut Kha Chuke ... Bahut Kha Chuke ...
Bahut Kha Chuke

Ajee Rasmalaai, Aapke Liye
Itni Mithaai, Aapke Liye
Pehle Joote, Khaaenge Kya
Aapki Marzi,

Naaji Taubaa ... Naaji Taubaa...
Naaji Taubaa

Kisi Betuke Shaayar Ki Besuri Qawaaliyon
Dulhe Ki Saaliyon O Hare Dupatte Vaaliyon
Joote Dedo Paise Lelo
Joote Dedo Paise Lelo

Hum Aapke Hain Koun...! (1994)
Singers -Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Composers -Ram Laxman
Lyricists -Ravinder Rawal

Babul jo Tumne Sikhaaya

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Saturday, July 24, 2010 0 Comments

Babul jo Tumne Sikhaaya





Babul Jo Tumne Sikhaaya
Jo Tum Se Paaya
Sajan Ghar Le Chali
Sajan Ghar Le Chali
Sajan Ghar Maein Chali
Yaadon Ke Lekar Saaye
Chali Ghar Paraaye
Tumhari Laadli
Kaise Bhool Paaongi Main Baba
Suni Jo Tumse Kahaaniyan
Chhod Chali Aangan Mein Maiya
Bachpan Ki Nishaaniyan
Sun Meri Pyari Behna
Sajaye Rehna
Yeh Babul Ki Gali
Sajan Ghar Maein Chali... 
Ban Gaya Pardes Ghar Janam Ka
Mili Hai Duniya Mujhe Nayee
Naam Jo Piya Se Maine Joda
Naye Rishton Se Bandh Gayee
Mere Sasur Ji Pita Hain
Pati Devta Hain
Devar Chhavi Krishna Ki

Sajan Ghar Main Chali... 
Sajan Ghar Main Chali... 

Hum Aapke Hain Koun...! (1994)
Singers - Sharda Sinha
Composers -Ram Laxman
Lyricists-Ravinder Rawal

Jul 23, 2010

Aaj Hamare dil Main

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, July 23, 2010 0 Comments
Aaj Hamaare Dil Mein



Aaj Hamaare Dil Mein 
Aaj Hamaare Dil Mein
Ajab Yeh Uljhan Hai

Gaane Baithe Gaana
Saamne Samdhan Hai

Hum Kuchh Aaj Sunayen
Yeh Unka Bhi Man Hai

Gaane Baithe Gaana
Saamne Samdhan Hai...

kaano Ki Baaliyan Chand Sooraj Lage
Kaano Ki BaaliyanChand Sooraj Lage
Yeh Banaras Ki .. Sari Khoob Saje

Raaz Ki Baat Batayen
Samdhiji Ghayal Hain
Aaj Bhi Jab Samdhan Ki
Khanakti Payal Hai...

Raaz Ki Baat Batayen
Samdhiji Ghayal Hain
Aaj Bhi Jab Samdhan Ki
Khanakti Payal Hai...

Hothon Ki Yeh Hansi
Aankhon Ki Yeh Haya
Hothon Ki Yeh Hansi
Aankhon Ki Yeh Haya 

Itni Masoom To Hoti Hai Bas Dua

Raaz Ki Baat Batayen
Samdhi Khush Kismat Hain
Laxmi Hai Samdhanji
Jinse Ghar Jannat Hai

Raaz Ki Baat Batayen
Samdhi Khush Kismat Hain
Laxmi Hai Samdhanji
Jinse Ghar Jannat Hai...

Aaj Hamare Dil Mein
Ajab Yeh Uljhan Hai
Saamne Samdhiji
Ga Rahi Samdhan Hai

Humko Jo Hai Nibhana
Woh Nazuk Bandhan Hai
Saamne Samdhiji
Ga Rahi Samdhan Hai

Meri Chhaya Hai Jo
Aapke Ghar Chali
Meri Chhaya Hai Jo
Aapke Ghar Chali

Sapna Ban Ke Meri
Palkon Mein Hai Pali

Raaz Ki Baat Batayen
Yeh Poonji Jeevan Ki
Shobha Aaj Se Hai Yeh
Aapke Aangan Ki

Raaz Ki Baat Batayen
Yeh Poonji Jeevan Ki
Shobha Aaj Se Hai Yeh
Aapke Aangan Ki

 

Hum Aapke Hain Koun...! (1994)
Singers - Kumar Sanu, Lata Mangeshkar
Composers -Ram Laxman
Lyricists -Ravinder Rawal

Dhiktana,tiktana,dhiktana

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, July 23, 2010 0 Comments
Dhiktana,tiktana,dhiktana




Dhiktana,tiktana,dhiktana
Dhik,dhiktana,tiktana,dhiktana
Bhabhi Tum Khushiyon Ka Khazana
Dhiktana,tiktana,dhiktana
Dhiktana,tiktana,dhiktana

Pehli Kiran Jab Se Uge
Bhabhi Meri Tab Se Jage
Sabka Pura Dhyan Dhare Woh
Shaam Dhale Tak Kaam Kare

Pehli Kiran Jab Se Uge
Bhabhi Meri Tab Se Jage
Kal Tak Raha, Is Chaon Se
Mera Bachpan Anjana

DhiktanaDhiktana,tiktana,
dhiktana
DhiktanaDhiktana,tiktana,dhiktana

Hogi Meri Shaadi Kabhi
Kahte Hain Yeh Mujhse Sabhi
Khud Apni Devrani Chunna
Baat Kisi Ki Mat Sunna

Hogi Meri Shaadi Kabhi
Kahte Hain Yeh Mujhse Sabhi
Tum Dhoondh Ke, Rang Roop Mein
Apni Parchhai Laana

DhiktanaDhiktana,tiktana,
dhiktana
DhiktanaDhiktana,tiktana,dhiktana

Kab Tak Rahun Sabse Chota
Aaye Koi Mujhse Chota
Hansta Bolta Koi Khilona
Ab In Bahon Ko Do Na

Kab Tak Rahun Sabse Chota
Aaye Koi Mujhse Chota
Maange Tumse, Ghar Ka Aangan
Pyara Pyara Nazrana

DhiktanaDhiktana,tiktana,
dhiktana
DhiktanaDhiktana,tiktana,
dhiktana

Bhabhi Tum Khushiyon Ka Khazana
Dhiktana,tiktana,dhiktana
Dhiktana,tiktana,
dhiktana



Hum Aapke Hain Koun...! (1994)
Singers - S. P. Balasubrahmanyam
Composers -Ram Laxman
Lyricists -Ravinder Rawal

Didi Tera Devar Deewana

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, July 23, 2010 0 Comments

Didi Tera Devar Deewana,




Didi Tera Devar Deewana,
Didi Tera Devar Deewana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana,
Dhandha Hai Yeh Uska Puraana,
Dhandha Hai Yeh Uska Puraana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana.

Main Boli Ke Laana Tu Imli Ka Daana,
Magar Woh Chuaare Le Aaya Deewana,
Main Boli Ke Machle Hai Dil Mera Haaye,
Woh Kharbuja Laaya Jo Neembu Mangaaye,

Pagla Hai Koi Usko Bataana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana...
Didi Tera Devar Deewana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana,

Main Boli Ke Laana Tu Mitti Pahaadi,
Magar Woh Bataashe Le Aaya Anaadi,
Main Boli Thi La De Mujhe Tu Khataayi,
Woh Baazar Se Le Ke Aaya Mithaai,

Mushkil Hai Yoon Mujhko Phasaana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana...
Didi Tera Devar Deewana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana,

Bhabhi Teri Behna Ko Maana,
Bhabhi Teri Behna Ko Maana,
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana,
Rabba Mere Mujhko Bachaana,
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana...

Hukum Aapka Tha Jo Maine Na Maana,
Khatavaar Hoon Main Na Aaya Nibhaana,
Sazaa Jo Bhi Dogi Woh Manzoor Hogi,
Aji Meri Mushkil Tabhi Door Hogi,

Bandaa Hai Yeh Khudse Begaana,
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana .



Hum Aapke Hain Koun...! (1994)
Singers -Lata Mangeshkar,
S. P. Balasubrahmanyam
Composers -Ram Laxman
Lyricists -Dev Kohli

Maye Ne Maye

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, July 23, 2010 0 Comments

Maye ni maye mundher pe teri





Maye ni maye mundher pe teri,
bol raha hain kaaga

Jogan ho gayi teri dulari,
man jogi sang laaga


Maye ni maye mundher pe teri,
bol raha hain kaaga

Jogan ho gayi teri dulari,
man jogi sang laaga


Chan mahiya chan mahiya
mere dol sapaiya


Chand ki tarah camak rahi thi
us jogi ki kaya,

Mere dyare aakar usne
pyar ka alag jagaaya,


Apne tan par bhasma ramaage

Sari rain woh jaaga
Jogan ho gayi teri dulari,
man jogi sang laaga


Sun hiriye nach hiriye,
Nagke rang jama,

Sun hiriye nach hiriye,
Nagke dhum macha


Mannat maangi thi tune,
ek roz main jaayo bihaayi,

Us jogi ke sang meri tu karde ab kudmayi,

In haathon mein laga de mehendi,

Baandh shagun ka dhagaa,
Jogan ho gayi teri dulari,
man jogi sang laaga


Maye ni maye mundher pe teri,
bol raha hain kaaga

Jogan ho gayi teri dulari,
man jogi sang laaga



Hum Aapke Hain Koun...! (1994)
Singers - Lata Mangeshkar
Composers - Ram Laxman
Lyricists -Ravinder Rawal


Yeh KaunSa Mod Hai Umra Ka..!

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, July 23, 2010 0 Comments

Yeh KaunSa Mod Hai Umra Ka..!





Chocolate - Lime Juice - Ice Cream - Toffeeyan
Pehle Jaise Ab Mere Shauk Hain Kahan
Gudiya - Khilone Meri Saheliyan
Ab Mujhe Lagti Hain Sari Paheliyan

Yeh KaunSa Mod Hai Umra Ka..!

Yeh Kaisa Deewanapan Hai Kya Janu -
Main Kya Janu

Mushkil Ho Gaya Khud Ko Kaise
Pehchanu Main Pehchanu

Din Katta Hai Kate Na Ratiyan
Kisse Kahun Main Yeh Sari Batiyan
Gudiya - Khilone Meri Saheliyan
Ab Mujhe Lagti Hain Sari Paheliyan

Yeh KaunSa Mod Hai Umra Ka..!

Man Mein Tarange Uthne Lagi Hain Yeh Kaisi,
Yeh Kaisi

Ab Jaisi Hoon Pehle Nahin Thi Main - Aisi,
Main Aisi


Khilne Lagi Hain Raahon Mein Kaliyan
Ankhiyan Dhoondhe Sapnon Ki Galiyan
Gudiya - Khilone Meri Saheliyan
Ab Mujhe Lagti Hain Sari Paheliyan

Yeh KaunSa Mod Hai Umra Ka..
Yeh KaunSa Mod Hai Umra Ka..!


Hum Aapke Hain Koun...! (1994)
Singers -Lata Mangeshkar
Composers -Ram Laxman
Lyricists -Dev Kohli

Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, July 23, 2010 0 Comments

Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa





Thandi Thandi Purvaiya Mein
Udti Hai Chunariya, Hey
Dhadke Mora Jiya Rama
Bali Hai Umariya

Dil Pe, Nahin Kaabu....Kaisa, Yeh Jaadu

Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa
Na Ab Dil Pe Kaabu Hai Mitwa
Naina Jisme Kho Gaye
Deewane Se Ho Gaye
Nazara Woh Harsu Hai Mitwa

Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa...

Shehri Babu Ke Sang
Mem Gori Gori, Hey
Aise Lage Jaise
Chanda Ki Chakori

Phoolon Kaliyon Ki Bahaaren
Chanchal Yeh Hawaon Ki Pukaaren
Phoolon Kaliyon Ki Bahaaren
Chanchal Yeh Hawaon Ki Pukaaren

Humko Yeh Ishaaron Mein Kahen Hum
Thamke Yahan Ghadiyan Guzaaren
Pehle Kabhi To Na Humse
Batiyate The Aise Phulwa

Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa...
Na Ab Dil Pe Kaabu Hai Mitwa
Naina Jisme Kho Gaye
Deewane Se Ho Gaye
Nazara Woh Harsu Hai Mitwa
Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa...

Sachchi Sachchi Bolna
Bhed Na Chupaana, Hey
Kaun Dagar Se Aaye
Kaun Disha Hai Jaana

Inko Hum Le Ke Chale Hain
Apne Sang Apni Nagariya
Inko Hum Le Ke Chale Hain
Apne Sang Apni Nagariya

Hai Re Sang Anjaane Ka
Us Par Anjaan Dagariya
Phir Kaise Tum Door Itne
Sang Aa Gayee Mere Goriya

Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa
Na Ab Dil Pe Kaabu Hai Mitwa
Naina Jisme Kho Gaye
Deewane Se Ho Gaye
Nazara Woh Harsu Hai Mitwa
Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa...


Hum Aapke Hain Koun...! (1994)
Singers -Lata Mangeshkar,
S. P. Balasubrahmanyam
Composers -Ram Laxman
Lyricists -Ravinder Rawal

Pehla Pehla Pyaar Hai

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, July 23, 2010 0 Comments

Pehla Pehla Pyaar Hai






Pehla Pehla Pyar Hai...Pehli Pehli Baar Hai
Pehla Pehla Pyar
Hai...Pehli Pehli Baar Hai
Jaan Ke Bhi Anjaana
Kaisa Mera Yaar Hai..

Pehla Pehla Pyar
Hai...Pehli Pehli Baar Hai

Uski Nazar, Palkon Ki Chilman Se
Mujhe
Dekhti....Uski Nazar
Uski Haya, Apni Hi Chaahat Ka
Raaz
Kholti....Uski Haya

Chhup Ke Kare Jo Wafa,
Aisa Mera Yaar Hai

Pehla Pehla Pyar Hai ...Pehli Pehli Baar Hai

Wo Hai Nisha, Wo Hi Meri Zindagi Ki
Bhor
Hai....Wo Hai Nisha
Use Hai Pata, Uske Hi Haathon Mein
Meri Dor
Hai....Use Hai Pata

Saare Jahan Se Juda,
Aisa Mera Pyaar Hai

Pehla Pehla Pyar Hai ....Pehli Pehli Baar
Hai
Pehla Pehla Pyar
Hai....Pehli Pehli Baar Hai


Hum Aapke Hain Koun...! (1994)
Singers -S. P. Balasubrahmanyam
Composers -Ram Laxman
Lyricists -Ravinder Rawal

Dhiktana - Tiktana - Dhiktana.. 2

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, July 23, 2010 0 Comments

Dhiktana - Tiktana - Dhiktana






Hey Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana

Hey Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana

Aaj padegha sabko gaana

Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana -
Dhiktana

Bhabhi Meri, Tumhe Thank you
Milkar Sabhi
Kahe Thank you

Taras gaye thae jiskoe naina
Aaj hua saach woh sapna
Alla kare tu bhi mizaz paye shaayarana

Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana

Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana

louta phir bhachpan ka jamana

Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana

Yeh baejuban yeh janvar
Kush hai badha yeh jankar
Gunjae ghi abh ek chilakari
Angan main pyaree pyaree

Kahtha thoe phir barso baras muhae raja muskhana

Hey Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Ghavo na
Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana

Nache Nani Nache Nana
Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana

Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana

Khana Gharam, lae aye hum
Jaldhi Lavo, bhukhae hai hum
Dhanya jeera mirch masala
Ismae pyaar se hai sae dhala

Chakloe jara ayisa na ho peecha padae pachthana

wah
Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana

Khana kal sae tumhe bhana na

Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana

Thode ga sur, Yeh bouncer
Marunga mai, ispae sixer
Soch samj kar bat uthanae
Clean bold na ho ja na

Kar catch varna match mai tu nae hai math khana

Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Ari bhazi maar gaya deewana
Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana

Kahtha hai kya, munna suno
Mousi nahi, Chachi bano
Munni yeh theri chachaji banna chahe mousaji
Tum na mili thoe nishchit hey mera jogi ban jana

Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Alakh Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana

Ghar akar bhiksha le jana
Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana

Hai Hai mai Saj kae Java
arre jug jug jeeyo munhe raja
munhae bhadhae hi naseeb wala

aatish bhaji ...ha ji
yeh roshini ...ha ji

jahir kare...kya ji
mann ki kushi ... ha ji

jameen sae laekar aasman thak muhe kae dham rounak
kya khub hai ayisae mai munhae kae papa ka aana

Hey
Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana -
Dhiktana

Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Dhik - Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Ha Ji
Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Ha Ji
Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Ha Ji
Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Ha Ji
Dhiktana - Tiktana - Dhiktana
Ha Ji


Hum Aapke Hain Koun...! (1994)
Singers -
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam,
Shailender Singh, Udit Narayan
Composers -Ram Laxman
Lyricists -Dev Kohli

Mujhse Judaa Hokar Tumhe Door Jaana Hai

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, July 23, 2010 0 Comments

Mujhse Judaa Hokar Tumhe Door Jaana Hai






Mujhse Judaa Hokar Tumhe Door Jaana Hai
Mujhse Judaa Hokar Tumhe Door Jaana Hai
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
Saathiya.... Sang Rahega Tera Pyar
Saathiya.... Rang Layega Intezaar

Tumse Judaa Hokar Mujhe Door Jaana Hai
Tumse Judaa Hokar Mujhe Door Jaana Hai
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
Saathiya.... Sang Rahega Tera Pyar
Saathiya..... Rang Layega Intezaar

Maein Hoon Teri Sajni Saajan Hai Tu Mera
Tu Baandh Ke Aaya Mere Pyar Ka Sehra
Chehre Se Ab Tere Hat Ti Nahin Ankhiyaan
Tera Naam Le Lekar Chhede Mujhe Sakhiyaan

Sakhiyon Se Ab Mujhko Peechha Chhudana Hai
Sakhiyon Se Ab Mujhko Peechha Chhudana Hai

Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
Saathiya.... Sang Rahega Tera Pyar
Saathiya..... Rang Layega Intezaar

Mere Tasavvur Mein Tum Roz Aati Ho
Chupke Se Tum Aakar Mera Ghar Sajaati Ho
Sajni Bada Pyara Yeh Roop Hai Tera
Gajre Ki Khushboo Se Mehka Hai Ghar Mera

Aankhon Se Ab Teri Kaajal Churaana Hai
Aankhon Se Ab Teri Kaajal Churaana Hai

Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
Saathiya.... Sang Rahega Tera Pyar
Saathiya..... Rang Layega Intezaar


Hum Aapke Hain Koun...! (1994)
Singers -Lata Mangeshkar,
S. P. Balasubrahmanyam
Composers -Ram Laxman
Lyricists -Dev Kohli

Lo Chali Maein Apne Devar Ki Baaraat Le Ke...

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, July 23, 2010 0 Comments

Lo Chali Maein Apne Devar Ki Baaraat Le Ke...





Lo Chali Maein...

Lo Chali Maein Apne Devar Ki Baaraat Le Ke...
Lo Chali Maein Apne Devar Ki Baaraat Le Ke
Lo Chali Maein..

Na Band Baaja, Na Hi Baaraati,
Khushiyon Ki Saugaat Le Ke
Lo Chali Maein...
Apne Devar Ki Baaraat Le Ke
Lo Chali Maein...

Devar Dulha Bana, Sar Pe Sehra Saja
Bhabhi Badhkar Aaj Balaiyan Leti Hai
Prem Ki Kaliyan Khile, Pal Pal Khushiyan Mile
Sachche Man Se Aaj Duayen Deti Hai

Ghode Pe Chadh Ke, Chala Hai Baanka,
Apni Dulhan Se Milne
Lo Chali Maein...
Lo Chali Maein Apne Devar Ki Baaraat Le Ke
Lo Chali Maein...

Waha Waha Ramji, Jodi Kya Banaai
Devar Devraniji, Badhai Ho Badhai
Sab Rasmon Se Badi Hai Jag Mein
Dil Se Dil Ki Sagai...

Aai Hai Shubh Ghadi, Aaj Bani Maein Badi
Kal Tak Ghar Ki Bahu Thi Ab Hoon Jethani
Hukum Chalaungi Maein, Aankh Dikhaungi Maein
Sehni Khadi Rahegi Meri Devrani

Hazaar Sapne, Palkon Mein Apne,
Deewani Maein Saath Le Ke
Lo Chali Maein...
Lo Chali Maein Apne Devar Ki Baaraat Le Ke
Lo Chali Maein...


Hum Aapke Hain Koun...! (1994)
Singers -Lata Mangeshkar
Composers -Ram Laxman
Lyricists -Dev Kohli

Mujhse Judaa Hokar (Sad)

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, July 23, 2010 0 Comments

Mujhse Judaa Hokar tumhe 
door jaanaa hai 






Jul 22, 2010

Maine Pyar Kiya (Salman Khan & Bhagyashree)

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Thursday, July 22, 2010 0 Comments


One of My Childhood Favorite Movie...!
I Still remember that Day when 
 i went to this movie with my Family.



Aate Jaate, Hanste Gaate
Socha Tha Maine Man Mein Kai Baar

Woh Pehli Nazar, Halka Sa Asar
Karta Hai Kyun Is Dil Ko Bekaraar?

Ruk Ke Chalna, Chalke Rukna Na
Jaane Tumhe Hai Kiska Intezaar?
Tera Woh Yakin Kahin Main To Nahin
Lagta Hai Yehi Kyon Mujhko Baar Baar?

Yehi Sach Hai, Shayad Maine Pyar Kiya
Haan Haan Tum Se, Maine Pyar Kiya


Aate Jaate, Hanste Gaate

Socha Tha Maine Man Mein Kai Baar


Hothon Ki Kali, Kuch Aur Khili
Yeh Dil Pe Hua Hai Kiska Ikhtiyaar
Tum Kaun Ho? Batla To Do
Kyun Karne Lagi Maein Tum Pe Aitbaar


Khamosh Rahun Ya Main Keh Doon
Ya Karlu Maein Chupke Se Yeh Sweekar?
Yehi Sach Hai, Shayad Maine Pyar Kiya

Haan Haan Tum Se, Maine Pyar Kiya

Tum Ladki Ho...

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Thursday, July 22, 2010 0 Comments



Tum Ladki Ho Main Ladka Hoon
Tum Aayi To Sach Kehta Hoon
Aaya Mausam Dosti Ka
Ki Aaya Mausam Dosti Ka

Main Ladki Hoon Tum Ladke Ho
Yoon Lagta Hai Jab Milte Ho
Aaya Mausam Dosti Ka
Ki Aaya Mausam Dosti Ka

Lalala... Lala
Lalala... Lala

Jaane Kyon Lagta Hai Meri Tumhari Pehle Se Pehchaan Hai
Jaane Kyon Lagta Hai Meri Tumhari Pehle Se Pehchaan Hai
Tum Maan Itna Jo De Rahe Ho Mujhpe Ye Ehsaan Hai

Ehsaanon Ki Baatein Chhodo
Aao Humse Naata Jodo
Aaya Mausam Dosti Ka
Ki Aaya Mausam Dosti Ka

Main Ka Jaanu Ka Cheez Hove Hai Pyaar
Karajva Pe Lagi Najar Ki Kataar
Main Ka Jaanu Ka Cheez Hove Hai Pyaar
Karajva Pe Lagi Najar Ki Kataar

Arri Deewani Na Kar Naadani(hay Daiya)
Teri Baatein Hai(achchha)badi Toofani
Nahin Ye Mausam Dillagi Ka(arre Re Re Re)
Nahin Ye Mausam Khudkhushi Ka

Rishta Nahin Hai Dono Ko Phir Bhi Baandhe Koi Dor Hai
Rishta Nahin Hai Dono Ko Phir Bhi Baandhe Koi Dor Hai
Is Dosti Ko Kya Naam Dein Hum Ye Baat Kuchh Aur Hai

Deewanapan Keh Sakte Ho
Dil Ki Dhadkan Keh Sakte Ho
Aaya Mausam Dosti Ka
Ki Aaya Mausam Dosti Ka

Kabutar Ja Ja Ja...

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Thursday, July 22, 2010 0 Comments



Ja ja Ja ja Ja ja
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja

Pehle pyaar ki pehli chitthi O
o pehle pyaar ki pehli chitthi
saajan ko de aa

Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja

Unse kehna jabse gaye tum
main to adhuri lagti hoon
In honthon pe chup si lagi hai
na roti na hansti hoon

Bhool hui jo unhein sataaya O
O bhool hui jo unhein sataaya
aisa paap kiya

Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Ja ja

Mann hi mann mein
unko apna sab kuchh maan chuki hoon main
Vo kya hain main kaun hoon unki
ab ye jaan chuki hoon main

Unko apne saath hi laana O
o unko apne saath hi laana dil hi nahin lagta
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Ja ja Oh oh....

Yahan ka mausam bada haseen hai
phir bhi pyaar udaas hai
Unse kehna door sahi main dil to unhi ke paas hai

Tu ye sandesa unko sunaana O
o tu ye sandesa unko sunaana
main peechhe aaya

Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Ah aah....

Jahaan bhi dekhoon tum hi tum ho
aur nazar na kuchh aaye
Dil ye chaahe is aalam mein
kaash zamaana ruk jaaye

Aaj se pehle kabhi nahin thi
Aaj se pehle kabhi nahin thi itni haseen duniya


 

Gaata Rahe Mera Dil Copyright © 2011 Design by Ipietoon Blogger Template | web hosting