Aug 5, 2015

Iss kadar pyar hain tumse ai hamsafar

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Wednesday, August 05, 2015 0 Comments


Iss kadar pyar hain 




Iss kadar pyar hain
tumse ai hamsafar
Iss kadar pyar hain
tumse ai hamsafar

Abb toh jite hain ham
bas tumhe dekhkar

Tumharee har ada
tumharee har najar
Yeh kya kehne lagee
tumhe hain kya khabar

Iss kadar pyar hain
tumse ai hamsafar
Abb toh jite hain ham
bas tumhe dekhkar

Dil me hain betabiya
nind udne lagee
Tere khayalo se hee
aankh judne lagee

Har pal tumko dekha maine
kehtee hain meree najar

Tumharee har ada
tumharee har najar
Yeh kya kehne lagee
tumhe hain kya khabar

Iss kadar pyar hain
tumse ae hamsafar
Abb toh jite hain ham
bas tumhe dekhkar

Sanso me basne lagee
jabse too ho janeja
Apna sa lagne laga
mujhko sara jaha

Mehka mehka lagta mujhko
khushiyo se dil kaa nagar

Tumharee har ada
tumharee har najar
Yeh kya kehne lagee
tumhe hain kya khabar

Iss kadar pyar hain
tumse ae hamsafar
Abb toh jite hain ham
bas tumhe dekhkar

Tumharee har ada
tumharee har najar
Yeh kya kehne lagee
tumhe hain kya khabar



Deewana -1998 (Pop Songs)
Singer - Sonu Nigam
Music - Sajid-Wajid



Aug 4, 2015

Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Tuesday, August 04, 2015 0 Comments



Ab mujhe raat din 





Hey hey hey hey hey hey

Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain
Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain

Kya kahu pyaar mein
deewano jaisa haal hain
Deewano jaisa haal hain
tumhara hi khayal hain

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein
deewano jaisa haal hain

Tum ko dekhe beena
chain milta nahi
Dil pe ab to koi
zor chalta nahi

Jaadu hain kaisa
dil ki lagi mein
Doob gaya hu is bekhudi mein

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein
deewano jaisa haal hain

Har pal dhunde nazar
tum ko hi jaaneman
Had se badhne lagaaa
mera deewanapan

Dil mein basa lu
apna bana lu
Ya phir nazar mein
tumko chupa lu

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein
deewano jaisa haal hain

Deewano jaisa haal hain
tumhara hi khayal hain

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la



Deewaana - 1998 (Pop Songs)
Singer - Sonu Nigam
Music - Sajid -Wajid

Aug 3, 2015

Aankhon mein tera hi chehra

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Monday, August 03, 2015 0 Comments


Aankhon mein tera hi chehra




Aankhon me.. Aankhon me
Aankhon me ho..
Aankhon me ha..

Aankhon mein tera hi chehra
Dhadkan mein teri hi yaadein
Karti hai Deewana

Aankhon mein tera hi chehra
Dhadkan mein teri hi yaadein
Karti hai Deewana

Haye kaha gayi wo raate
Wo meethi meethi si baate
Karti thi... jo deewana

Aankhon mein tera hi chehra
Dhadkan mein teri hi yaadein
Karti hai Deewana

Door jab se tum gayi ho
jab se mujhko bhool gayi ho
Door jab se tum gayi ho
jab se mujhko bhool gayi ho

Mein hu deewana
Lekar dil chura li aankhen
Kar gayi mujhko teri yaadein

Deewana .. deewana
Haye kaha gayi wo raate
Wo meethi meethi si baate
Karti thi... jo deewana

Aankhon mein tera hi chehra
Dhadkan mein teri hi yaadein
Karti hai Deewana

Maana ke tum saath nahi ho
mere dil ke paas nahi ho
Maana ke tum saath nahi ho
mere dil ke paas nahi ho

Maine ye mana
Phir bhi aas lagi he dil mein
Tum aao gi mujhse milne
Chupke chupke kah de dil me

Deewana.. mera deewana
Phir se aayengi wo raate
Wo meethi meethi si baate
Karti thi... jo deewana

Aankhon mein tera hi chehra
Dhadkan mein teri hi yaadein
Karti hai Deewana

Haye kaha gayi wo raate
Wo meethi meethi si baate
Karti thi... jo deewana

Aankhon mein tera hi chehra
Dhadkan mein teri hi yaadein
Karti hai Deewana

Deewana... Deewana
Deewana... Deewana



Singer - Aryans
Year - 1996

Aug 2, 2015

Dekha hai teri aankhon ko

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Sunday, August 02, 2015 0 Comments


Dekha hai teri aankhon ko





Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko,
Chaha hai teri adaon ko

Isme mera kasoor kya hai sanam
Isme mera kasoor kya hai sanam

Jaan-e-jana tujhey hai kasam

Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko

Isme mera kasoor kya hai sanam
Isme mera kasoor kya hai sanam

Jaan-e-jana tujhey hai kasam

Teri nigahon me masti ki chhaon me
duba hu mai is tarha

Kaise batau mai kisko sunau mai
jeeta hu mai kis tarha

Isme mera kasoor kya hai sanam
Isme mera kasoor kya hai sanam

Jaan-e-jana tujhey hai kasam

Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko

Tere hi sapnon me khokar mai soya
Jaga na abtak yaha…

Aati hai pal me jati hai pal me
Dhundu yaha se waha

Isme mera kasoor kya hai sanam
Isme mera kasoor kya hai sanam

Jaan-e-jana tujhey hai kasam

Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko

Isme mera kasoor kya hai sanam
Jaan-e-jana tujhey hai kasam




Singer : Aryans

Album : Coffy Bar
year : 2001

Aug 1, 2015

Aur aahista kijiye baatain

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Saturday, August 01, 2015 0 Comments


Aur aahista kijiye baatein





Aur aahista kijiye baatein
dhadkanein koyi sun raha hoga
Aur aahista kijiye baatein
dhadkanein koyi sun raha hoga

Lafz girne na paayein hothon se
waqt ke haath inko chun lenge
Kaan rakhte hain yeh dar-o-deewaar
raaz ki saari baat sun lenge

Aur aahista kijiye baatein

Aise bolo ki dil ka afsana
dil sune aur nigaah dohraaye
Aise bolo ki dil ka afsana
dil sune aur nigaah dohraaye

Apne chaaron taraf ki yeh duniya
saans ka shor bhi na sun paaye
Na sun paaye

Aur aahista kijiye baatein
dhadkanein koyi sun raha hoga
Lafz girne na paayein hothon se
waqt ke haath inko chun lenge

Kaan rakhte hain yeh dar-o-deewaar
raaz ki saari baat sun lenge

Aur aahista kijiye baatein

Aayiye band kar lein darwaaze
raat sapnein chura na le jaaye
Aayiye band kar lein darwaaze
raat sapnein chura na le jaaye

Koi jhonka hawa ka awaara
dil ki baaton ko uda na le jaaye
Na le jaaye

Aur aahista kijiye baatein
dhadkanein koyi sun raha hoga
Lafz girne na paayein hothon se
waqt ke haath inko chun lenge

Kaan rakhte hain yeh dar-o-deewaar
raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein

Aaj itne kareeb aa jao
dooriyon ka kahin nishaan na rahe
Aaj itne kareeb aa jao
dooriyon ka kahin nishaan na rahe

Aise ek doosre mein gum ho jaaye
faasla koyi darmiyaan na reh jaaye
Na reh jaaye

Aur aahista kijiye baatein
dhadkanein koyi sun raha hoga
Lafz girne na paayein hothon se
waqt ke haath inko chun lenge

Kaan rakhte hain yeh dar-o-deewaar
raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein



Pankaj Udhas 
year - 1996

Apr 5, 2015

Neele neele ambar par .. chand jab aaye

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Sunday, April 05, 2015 0 Comments


Neele neele ambar par ..




Neele neele ambar par .. chand jab aaye
Pyar barsaaye .. humko tarsaaye
Aisa koyi sathi ho .. aisa koyi premi ho
Pyaas dil ki .. bujha jaaye

Neele neele ambar par chand jab aaye
Pyar barsaaye humko tarsaaye
Aisa koyi sathi ho aisa koyi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Ho .. oonche oonche parwat
Jab choomte hain ambar ko
Pyasa pyasa ambar
Jab choomta hai sagar ko

oonche oonche parwat
Jab choomte hain ambar ko
Pyasa pyasa ambar
Jab choomta hai sagar ko

Pyar se kasne ko baahon mein basne ko
Dil mera lalchaye koi to aa jaaye
Aisa koyi sathi ho aisa koyi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chand jab aaye
Pyar barsaaye humko tarsaaye

Ho .. thande thande jhonke
jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnein
jab gaalon ko chhoo jaayein

thande thande jhonke
jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnein
jab gaalon ko chhoo jaayein

Saanson ki garmi ko haathon ki narmi ko
Mera man tarsaaye koi to chhoo jaaye
Aisa koyi sathi ho aisa koyi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chand jab aaye
Pyar barsaaye humko tarsaaye

He .. Cham cham karta sawan
boondon ke baan chalaye
Satrangi barsaaton mein
jab tan-man bheega jaaye

Cham cham karta sawan
boondon ke baan chalaye
Satrangi barsaaton mein
jab tan-man bheega jaaye

Pyar mein nahane ko doob hi jaane ko
Dil mera tadpaaye khwaab jagaa jaaye
Aisa koyi sathi ho aisa koyi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chand jab aaye
Pyar barsaaye humko tarsaaye

La La La La laa laa .. La La La La laa laa


Movie - Kalakaar (1983)
Music - Kalyanji, Anandji
Lyrics - Indeevar
Singers - Sadhana Sargam, Kishore Kumar


Mar 5, 2015

rajanigadha phul tumhaare

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Thursday, March 05, 2015 0 Comments


 rajanigadha phul



ha yuhi mahake prit piya ki
mere anuraagi man me

rajanigadha phul tumhaare
mahake yun hi jivan me
ha yuhi mahake prit piya ki
mere anuraagi man me

adhikar ye jabase sajan ka
har dhadakan par mana maine
adhikar ye jabase sajan ka
har dhadakan par mana maine

mai jabase unake saath badhi
ye bhed tabhi jana maine
kitana sukh hai badhan me

rajanigadha phul tumhaare
mahake yun hi jivan me
ha yuhi mahake prit piya ki
mere anuraagi man me

har pal meri in aankho me
bas rahate hai sapane unake
har pal meri in aankho me
bas rahate hai sapane unake

man kahata hai mai rango ki
ek pyaar bhari badali banakar
barasun unake jivan me

rajanigadha phul tumhaare
mahake yun hi jivan me
ha yuhi mahake prit piya ki
mere anuraagi man me



Movie - Rajanigandha(1974)
Music - Salil Chowdhury
Lyrics - Yogesh
Singers - Lata Mangeshkar

Feb 28, 2015

Dil kyaa kare jab kisee se

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Saturday, February 28, 2015 0 Comments



Dil kyaa kare jab kisee se



dil kyaa kare jab kisee se
kisee ko pyaar ho jaaye
jaane kahaa kab kisee ko
kisee se pyaar ho jaaye

unchee unchee diwaaron see
is duniyaan kee rasme
naa kuchh tere bas mein Julie
naa kuchh mere bas me

dil kyaa kare jab kisee se
kisee ko pyaar ho jaaye
jaane kahaa kab kisee ko
kisee se pyaar ho jaaye

jaise parabat pe
ghataa zookatee hain
jaise saagar se
lahar uthhatee hain

ayese kisee chehare pe
nigaah rukatee hain

jaise parabat pe
ghataa zookatee hain
jaise saagar se
lahar uthhatee hain

ayese kisee chehare pe
nigaah rukatee hain

rok naheen sakatee najaron ko
duniyaan bhar kee rasmein
naa kuchh tere bas mein Julie
naa kuchh mere bas me

dil kyaa kare jab kisee se
kisee ko pyaar ho jaaye
jaane kahaa kab kisee ko
kisee se pyaar ho jaaye

aa main teree yaad mein
sab ko bhoolaa doo
duniyaa ko teree
tasaweer banaa doo

meraa bas chale to
dil cheer ke dikhaa doo

aa main teree yaad mein
sab ko bhoolaa doo
duniyaa ko teree
tasaweer banaa doo

meraa bas chale to
dil cheer ke dikhaa doo

daud rahaa hain saath lahoo ke
pyaar teraa nas nas mein
naa kuchh tere bas mein Julie
naa kuchh mere bas me


Movie - Julie (1975)
Music - Rajesh Roshan
Singer - Kishore Kumar
Lyrics - Anand Bakshi

Feb 27, 2015

Ye Shaam Mastaani MadHosh Kiye Jaay

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, February 27, 2015 0 Comments



Ye Shaam Mastaani



Ye Shaam Mastaanii
MadHosh Kiye Jaay
Mujhe Dor Koi Khinche
Teree Or Liye Jaaye

Duur Rahatii Hai Tuu
Mere Paas Aatii Nahii..
Hothon Pe Tere
Kabhii Pyaas Aatii Nahii..

Aisaa Lage Jaise Ki Tuu
Haske Zahar Koii Piye Jaaye

Ye Shaam Mastaanii
MadHosh Kiye Jaaye
Mujhe Dor Koi Khinche
Teree Or Liye Jaaye

Baat Jab Main Karun
Mujhe Rok Detii Hai Kyon
Terii Miithii Nazar
Mujhe Tok Detii Hai Kyon

Terii Hayaa Terii Sharam
Terii Qasam Mere Honth Siye Jaaye

Ye Shaam Mastaanii
MadHosh Kiye Jaaye
Mujhe Dor Koi Khinche
Teree Or Liye Jaaye

Ek Ruthii Huii
Taqadiir Jaise Koii
Khaamosh Aise Hai Tuu
Tasviir Jaise Koii

Terii Nazar Banke Zubaan
Lekin Tere Paigaam Diye Jaaye

Ye Shaam Mastaanii
MadHosh Kiye Jaaye
Mujhe Dor Koii Khinche
Terii Or Liye Jaaye



Movie - Kati Patang (1970)
Music - R.D Burman
Lyrics - Anand Bakshi
Singer - Kishore Kumar

Mujhe neend na aaye

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, February 27, 2015 0 Comments



Mujhe neend na aaye




Mujhe neend na aaye
neend na aaye neend na aaye

Mujhe chain na aaye
chain na aaye  chain na aaye

Mujhe neend na aaye ho ..
Mujhe neend na aaye
mujhe chain na aaye
Koyee jaye jara dhund ke laye

Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya

Mujhe neend na aaye
mujhe chain na aaye
Koyee jaye jara dhund ke laye

Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya

Halat kya hai kaise tujhe batau mai
Karvat badal badalke rat bitau mai
Halat kya hai kaise tujhe batau mai
Karvat badal badalke rat bitau mai

Puchho jara puchho kya hal hai
hal mera behal hai
Puchho jara puchho kya hal hai
hal mera behal hai

Koyee samajh na paye kya rog sataye
Koyee jaye jara dhund ke laye

Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya

Jan se bhee pyara mujhko mera dil hai
Uske bina ek pal bhee jina mushkil hai
Jan se bhee pyara mujhko mera dil hai
Uske bina ek pal bhee jina mushkil hai

Tauba meree tauba kya dard hai
dard bada bedard hai
Tauba meree tauba kya dard hai
dard bada bedard hai

Kabhee mujhko hasaye kabhee mujhko rulaye
Koyee jaye jara dhund ke laye

na jane kaha dil kho gaya
na jane kaha dil kho gaya

Mujhe neend na aaye
neend na aaye neend na aaye
Mujhe chain na aaye
chain na aaye chain na aaye

Mujhe neend na aaye
mujhe chain na aaye
Koyee jaye jara dhund ke laye

na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya
na jane kaha dil kho gaya
Na jane kaha dil kho gaya



Movie - Dil(1990)
Lyrics - Sameer
Music - Anand-Milind
Singers -  Anuradha Paudwal, Udit Narayan

Feb 26, 2015

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Thursday, February 26, 2015 0 Comments


Pal Pal Dil Ke Paas



Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rahati Ho
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rahati Ho
Jivan Mithi Pyaas Ye Kahati Ho

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rahati Ho

Har Shaam Aankhon Par
Teraa Aanchal Laharaae
Har Raat Yaadon Ki
Baaraat Le Aae

Main Saans Letaa Hoon
Teri Khushaboo Aati Hai
Ek Mahakaa Mahakaa Saa
Paigaam Laati Hai

Mere Dil Ki Dhadakan Bhi
Tere Git Gaati Hai

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rahati Ho

Kal Tujhko Dekhaa Thaa
Maine Apne Aangan Mein
Jaise Keh Rahi Thi Tum
Mujhe Baandh Lo Bandhan Mein

Ye Kaisaa Rishtaa Hai
Ye Kaise Sapne Hain
Begaane Ho Kar Bhi
Kyun Lagate Apne Hain

Main Soch Main Raheta Hoon
Dar Dar Ke Kahetaa Hoon

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rahati Ho

Tum Sochogi Kyun Itnaa
Main Tumse Pyaar Karoon
Tum Samajhogi Divaanaa
Main Bhi Iqraar Karoon

Divaanon Ki Ye Baaten
Divaane Jaante Hain

Jalne Mein Kyaa Mazaa Hai
Parvaane Jaanate Hain
Tum Yoon Hi Jalaate Rahanaa
Aa Aa Kar Khwaabon Mein

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rahati Ho



Movie - Blackmail (1973)
Singer - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyrics - Rajinder Krishan
Music - Kalayanji Anandji

Feb 25, 2015

Jhilmil Sitaro Ka Angan Hoga

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Wednesday, February 25, 2015 0 Comments



Jhilmil Sitaro Ka Angan Hoga




Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga
Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga

Aisa sunder sapna apna jivan hoga

Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga

Aisa sunder sapna apna jivan hoga

Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga

Prem kee galee me
ek chhota sa ghar banaayenge
Prem kee galee me ..

Prem kee galee me
ek chhota sa ghar banaayenge
Kaliya na mile na sahee
katon se sajaayenge

Bagiya se sunder woh ban hoga
rimjhim barasta sawan hoga

Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga

Teree aankhon se
sara sansar me dekhungee
Teree aankhon se ...

Teree aankhon se
sara sansar me dekhungee
Dekhungee iss par ya
uas par me dekhungee

Nainon ko teraa hee darshan hoga
rimjhim barasta sawan hoga

Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga

Phir toh mast hawaao ke
ham jhonke ban jaayenge
Phir toh mast hawaao ke ...

Phir toh mast hawaao ke
ham jhonke ban jaayenge
Naina sunder sapno ke
jharonkhe ban jaayenge

Mann aashaao kaa darpan hoga
rimjhim barasta sawan hoga

Aisa sunder sapna apna jivan hoga

Jhilmil sitaro kaa aangan hoga
rimjhim barasta sawan hoga
rimjhim barasta sawan hoga
sawan hoga .. sawan hoga



Movie - Jeevan Mrityu (1970)
Singers - Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music - Laxmikant-Pyarelal
Lyris - Anand Bakshi

Feb 24, 2015

Likhe Jo Khat Tujhe woh teree yad me

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Tuesday, February 24, 2015 0 Comments


Likhe Jo Khat Tujhe




Likhe jo khat tujhe woh teree yad me
Hajaro rang ke najare ban gaye
Likhe jo khat tujhe woh teree yad me
Hajaro rang ke najare ban gaye

Sawera jab huya toh phul ban gaye
Jo rat aayee toh sitare ban gaye

Likhe jo khat tujhe ...

Koyee nagma kahee gunja
kahan dil me yeh too aayee
Kahee chatkee kalee koyee
mai yeh samjha too sharmayee

Koyee khushbu kahee bikhree
laga yeh julf lehrayee

Likhe jo khat tujhe woh teree yad me
Hajaro rang ke najare ban gaye
Sawera jab huya toh phul ban gaye
Jo rat aayee toh sitare ban gaye

Likhe jo khat tujhe ...

Fija rangin ada rangin
yeh ithlana .. yeh sharmana
Yeh angdayee .. yeh tanhayee
yeh tarsa kar .. chale jana

Bana de ga nahee kisko
jawan jadu yeh divana

Likhe jo khat tujhe woh teree yad me
Hajaro rang ke najare ban gaye
Sawera jab huya toh phul ban gaye
Jo rat aayee toh sitare ban gaye

Likhe jo khat tujhe ...

Jaha too hai .. waha mai hu
mere dil kee too dhadhkan hai
Musafir mai too manjil hai
mai pyasa hu too sawan hai

Meree duneeya yeh najre hain
meree jannat yeh daman hai

Likhe jo khat tujhe woh teree yad me
Hajaro rang ke najare ban gaye
Sawera jab huya toh phul ban gaye
Jo rat aayee toh sitare ban gaye

Likhe jo khat tujhe ...




Movie - Kanyadan(1968)
Music - Shankar-Jaikishan
Lyrics - Neeraj Shrivastava
Singer - Mohammad Rafi

 

Gaata Rahe Mera Dil Copyright © 2011 Design by Ipietoon Blogger Template | web hosting