Dec 28, 2018

Jhumata mausam mast Mahina

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Friday, December 28, 2018
Jhumata mausam mast Mahina
chaand si gori ek hasina



Jhumata mausam mast Mahina
chaand si gori ek hasina
Aankh me kajal munh pe Pasina
aise me mushkil kar ke jina

Ya allah ya allah dil le gayi
Ya allah ya allah dil le gayi

Koyi rangila sapano me
Aake ek najar se apna banaake
Pyaar ka jaadu ham pe chalaake

Ya allah ya allah dil le gaya
Ya allah ya allah dil le gaya

Thandi sadak nim tale
Tire najar khub chale
O tum bhi udhar jakhmi Huye
ham bhi idhar jakhmi huye

Haay laal chunariya chaal niraali
Sar pe jhumar kan me baali
Haath me chudiya motiyo wali

Ya allah ya allah dil le gayi
Ya allah ya allah dil le gayi

Koyi rangila sapano me Aake
ek najar se apna banaake
Pyaar ka jaadu ham pe chalaake

Ya allah ya allah dil le gaya
Ya allah ya allah dil le gaya

Tum bhi yaha ham bhi Yaha
aisa milan hoga kaha
O teri kasam jaane jaha
Dil hai vahi tu hai jaha

O dil ka maalik ik matwala
Iss jahaan me sabse niraala
Pyaar ka suraj dil ka ujaala

Ya allah ya allah dil le gaya
Ya allah ya allah dil le gaya

Jhumata mausam mast Mahina
chaand si gori ek hasina
Aankh me kajal munh pe Pasina

Ya allah ya allah dil le gayi
Ya allah ya allah dil le gayi

Dono taraf aag lagi
Aisi lagi bujh naa saki
O tum bhi jale ham bhi
Jale khil toh gayi dil ki kali

Ya allah mukhada teraa
Gul ki kahaani
julfe Teri shyaam suhaani
Rup ki malaka pyaar ki raani

Ya allah ya allah dil le gayi
Ya allah ya allah dil le gayi

Koyi rangila sapano me aake
Ek najar se apna banaake
Pyaar ka jaadu ham pe chalaake

Ya allah ya allah dil le gaya
Ya allah ya allah dil le gaya

Jhumata mausam mast mahina
Chaand si gori ek hasina
Aankh me kajal munh pe pasina
Aise me mushkil kar ke jina

Ya allah ya allah dil le gayi
Ya allah ya allah dil le gayi

Ya allah ya allah dil le gaya
Ya allah ya allah dil le gayi
Ya allah ya allah dil le gaya
    Ya allah ya allah dil le gayi

Movie - Ujala (1959)
Music - Jaikishan Dayabhai Panchal, 
Shankar Singh Raghuvanshi
Lyrics - Hasrat Jaipuri
Singers - Lata Mangeshkar, 
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

 

0 Comments:

 

Gaata Rahe Mera Dil Copyright © 2011 Design by Ipietoon Blogger Template | web hosting