Jan 27, 2015

Kismat se tum humko mile ho

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Tuesday, January 27, 2015



Kismat se tum humko mile ho





Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge

Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge

Kya kahoon kaise lagte hai
dil pe zulfon ke saaye
Koi bhoola raahi jaise manzil paa jaaye
Ya koi dil toofaan ka maara
Dard ki laheron mein aawaara

Koi pyaara pyaar ke saaye paa jaaye

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge

Tukde dil ke hum tum milke
Phir se jodenge
yeh sheesha phir se jodenge

Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge

Yun sharmaati yun ghabraati
aise simti simtaayi
O mere baalam yunhi nahin main
jaate jaate laut aayi hoon

Preet meri pehchaani tune
Meri kadr to jaani tune

Ab dil jaaga hosh mein chaahat ab aayi

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge

Tukde dil ke hum tum milke
Phir se jodenge
yeh sheesha phir se jodenge

Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge

Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge

Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge
yeh haath hum na chhodenge


Movie -Pukar   
Music - A.R.Rehman
Lyrics - Javed Akhtar, Majrooh Sultanpuri
Singer(s)- Anuradha Paudwal, Sonu Nigam

0 Comments:

 

Gaata Rahe Mera Dil Copyright © 2011 Design by Ipietoon Blogger Template | web hosting