Dil toh pagal hai dil divana hai
Dil toh pagal hai dil divana hai
Dil toh pagal hai dil divana hai
pehlee pehlee bar milata hai yahee
sine me phir aag lagata hai
dhire dhire pyar sikhata hai yahee
hansata hai yahee yahee rulata hai
Dil toh pagal hai dil divana hai
Dil toh pagal hai dil divana hai
saree saree rat jagata hai yahee
ankhiyo se nind churata hai
sachche jhuthe khwab dikhata hai yahee
hansata hai yahee yahee rulata hai
Dil toh pagal hai dil divana hai
Dil toh pagal hai dil divana hai
iss dil kee bato me jo aate hain
woh bhee divane ho jate hain
manjil toh rahee dhundh lete hain
raste magar kho jate hain
Dil toh pagal hai dil divana hai
Dil toh pagal hai dil divana hai
surat se mai na pehchanungee
nam se bhee na usko janugee
dekhungee kuchh na mai sochungee
dil jo kahega vohee manungee
Dil toh pagal hai dil divana hai
hay pagal hai ha divana hai
dil ka kehna sab sab mane
dil na kisee kee mane
jan di humne jan gaye sab
ek wohee na jane
Dil toh pagal hai dil divana hai
Dil toh pagal hai dil divana hai
rehne do chhodo yeh kahaniya
divanepan kee sab nishaniya
logo kee saree pareshaniya
iss dil kee hai yeh saree meherbaniya
saree saree rat jagata hai yahee
ankhiyo se nind churata hai
dhire dhire pyar sikhata hai yahee
hansta hai yahee yahee rulata hai
Dil toh pagal hai dil divana hai
Dil toh pagal hai dil divana hai
Movie - Dil To Pagal Hai (1997)
Music - Uttam Singh
Lyrics - Anand Bakshi
Singers - Udit Narayan, Lata Mangeshkar
Music - Uttam Singh
Lyrics - Anand Bakshi
Singers - Udit Narayan, Lata Mangeshkar
0 Comments:
Post a Comment