Yuvvraaj film starring Salman Khan, Anil Kapoor, Mithun Chakraborty and Katrina Kaif.
It is produced and directed by Subhash Ghai.
Ghai's favourite, A.R. Rahman, is the music director for this film.
The film released on November 21, 2008.
Yuvvraaj is a musical story of a fragmented family of three brothers
Deven Yuvvraaj (Salman Khan), Gyanesh (Anil Kapoor) and Danny (Zayed Khan)
fighting and playing games with each other to inherit their father's wealth.
The film is about the arrogance and overconfidence of contemporary youth.
"Everyone wants to be a rock star, regardless of whether they have the morals
to go with the appellation.
Music of the film released on October 17, 2008.
Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu
Tu hi to, tu hi to meri dost hai
Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu
Tu hi to meri dost hai
Tu hi to, tu hi to meri dost hai
Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu
Tu hi to meri dost hai
Aaawaz ka dariyaan hu
Behta hu mein neeli raaton mein
Mein jaagta rehta hu
Neend bhari jheel si aankhon mein
Aawaz hu mein..
Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu
Tu hi to, tu hi to meri dost hai
Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu
Tu hi to meri dost hai..
Raat mein chandni kabhi
Aise gungunati hai
Sun zara lagta hai tumse
Aawaz milati hai
Mein khayalon ki mehek hu
Gungunate saaz par
Ho sake to mila le
Aawaz ko le saaz par..
Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu
Tu hi to, tu hi to meri dost hai
Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu
Tu hi to meri dost hai
Aaawaz ka dariyaan hu
Behta hu mein neeli raaton mein
Mein jaagta rehta hu
Neend bhari jheel si aankhon mein
Aawaz hu mein..
Behta hu mein neeli raaton mein
Mein jaagta rehta hu
Neend bhari jheel si aankhon mein
Aawaz hu mein..
Kabhi dekha hai saahil
Jahan shaam utarti hai
Kehte hai samunder se
Ek pari guzarti hai
Wo raat ki rani hai
Sargam par chalti hai
Re re sa re sa re sa sa re sare
Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu
Tu hi to, tu hi to mera dost hai
Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu
Tu hi to mera dost hai
Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu
Tu hi to, tu hi to mera dost hai
Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu
Tu hi to mera dost hai
Aaawaz ka dariyaan hu
Behti hu mein neeli raaton mein
Mein jaagti rehti hu
Neend bhari jheel si aankhon mein
Aawaz hu mein .. Aawaz hu mein
Tu Muskura jaha kahi bhi hai Muskura
Behti hu mein neeli raaton mein
Mein jaagti rehti hu
Neend bhari jheel si aankhon mein
Aawaz hu mein .. Aawaz hu mein
Tu Muskura jaha kahi bhi hai Muskura
0 Comments:
Post a Comment