Aug 27, 2012

zindagi pyar ka geet hai

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Monday, August 27, 2012 0 Comments

zindagi pyar ka geet hai







zindagi pyaar ka geet hai,
ise har dil ko gaanaa padegaa
zindagi Gham ka saagar bhi hai,
hansake us paar jaanaa padegaa

jis ka jeetana ho aanchal yahaan par,
us ko saughaat utani milegi
jis ka jeetana ho aanchal yahaan par,
us ko saughaat utani milegi

phool jeevan me gar na khilen to,
kaanto se bhi nibhaana padegaa
zindagi pyaar ka geet hai,
ise har dil ko gaanaa padegaa

hai agar dur manzil to kya,
raasta bhi hai mushkil to kya
hai agar dur manzil to kya,
raasta bhi hai mushkil to kya


raat taaron bhari naa mile to,
dil ka deepak jalaana padegaa
zindagi pyaar ka geet hai,
ise har dil ko gaanaa padegaa

zindagi ek paheli bhi hai,
sukh-dukh ki saheli bhi hai
zindagi ek paheli bhi hai,
sukh-dukh ki saheli bhi hai


zindagi ek vachan bhi to hai,
jise sab ko nibhaanaa padegaa

zindagi pyaar ka geet hai,
ise har dil ko gaanaa padegaa
zindagi Gham ka saagar bhi hai,
hansake us paar jaanaa padegaa



Movie: Souten (1983 )
Music : Usha Khanna
Lyrics : Saawan Kumar
Singer: Lata Mangeshkar



Aug 21, 2012

Surmayee ankhiyon main - Sadma -1983

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Tuesday, August 21, 2012 0 Comments


Surmayee ankhiyon main





Surmayee ankhiyon main
nanha munna ek sapana de jaa re
nindiya ke udate paakhi re,
ankhiyon maon aaja saathi re

raa rii raa ram o raaree ram

sachcha koi sapanaa dejaa
mujhako koyi apana dejaa
anajaana sa magar kuchh pahachaana sa
halka phulka shabanami
resham se bhi reshami

Surmayee ankhiyon main
nanha munna ek sapana de jaa re
nindiya ke udate paakhi re,
ankhiyon maon aaja saathi re

raa rii raa ram o raaree ram
raa rii raa ram o raaree ram

raat ke rath par jaane vaale
neend ka ras barasaane vaale
itana kar de ke meri ankhain bhar de
ankhon main basata rahe, sapana ye hansata rahe
sapana yoon chalata rahe
ankhiyon main basata rahe

raa rii raa ram o raaree ram
raa rii raa ram o raaree ram




Movie - sadma - 1983
Music - Ilayaraja
Singer - K.J.Esudas


Aug 9, 2012

Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Thursday, August 09, 2012 0 Comments

Suraj Hua Madham







Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga

Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi

Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga

Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga

Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi

Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Hai Khoobsurat Yeh Pal Sab Kuch Raha Hai Badal

Sapne Haqeeqat Mein Jo Dhal Rahe Hain
Kya Sadiyon Se Purana Hai Rishta Yeh Hamara
Ke Jis Tarah Tum Se Hum Mil Rahe Hai

Yunhi Rahe Har Dam Pyaar Ka Mausam

Yunhi Milo Hum Se Tum Janam Janam
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi

Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Tere Hi Rang Se Yun Mein To Rangi Hoon Sanam

Paake Tujhe Khud Se Hi Kho Rahin Hoon Sanam
Oh Mahiya Main Tere Ishq Mein Haan Doob Ke
Paar Mein Ho Rahi Hoon Sanam

Sagar Hua Pyaasa Raat Jagne Lagi

Shole Ke Dil Mein Bhi Aag Jalne Lagi
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi

Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hoaa Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai




Movie :Kabhi Khushi Kabhie Gham
Music Director :Sandesh Shandilya
Singer(s): Sonu Nigam, Alka Yagnik

Bole Chudiyan Bole Kangna

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Thursday, August 09, 2012 2 Comments

Bole Chudiyan Bole Kangna








bole chudiya bole kangna
haye main ho gayee teree sajna
tere bin jiya naiyo lag da, main te margaiya
le ja le ja soniye le ja le ja, dil le ja le ja ho.......

bole chudiya bole kangna,
haye main ho gayee teree sajna
tere bin jiya naiyo lag da, main te margaiya
le ja le ja soniye le ja le ja, dil le ja le ja ho.......

haye haye main marjawan marjawan tere bin
abb toh meree raate katatee tare gin gin
bas tujhko pukara kare, meree bindiya ishara kare
hoye lashkara lashkara, teree bindiya kaa lashkara
aise chamke jaise chamke chand ke pas sitara

meree payal bulaye tujhe, jo ruthe manaye tujhe
o sajan jee, ha sajan jee
kuchh socho, kuchh samjho meree bat ko

bole chudiya bole kangna,
haye main ho gaya teraa sajna
tere bin jiya naiyo lag da, main te marjawan
le ja le ja, soniye le ja le ja, dil le ja le ja ho......

apni mang suhagan ho, sang hamesha sajan ho
aake meree duneeya me vapas naa jana
sehra bandhke mahee too mere ghar aana

oye sonee kittee sonee aaj too lagdee ve
bas mere sath yeh jodee teree sajdee ve
rup aisa suhana teraa, chand bhee hai divana teraa

ja re ja oh jhuthe teree galla ham naa mane
kyun tarife karta hai, too hamko sab kuchh jane
mere dil kee duwa yeh kahe, teree jodee salamat rahe
o sajan jee ha sajan jee, yu hee bite sara jivan sath me
bole chudiya bole kangna, haye main ho gaya teraa sajna
tere bin jiya naiyo lag da, main te margaiya
le ja le ja soniye le ja le ja, dil le ja le ja ho.......



Movie : Kabhi Khushi Kabhi Gham
Singer(s): Alka Yagnik, Amit Kumar,
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Music Director(s): Jatin-Lalit

 

Gaata Rahe Mera Dil Copyright © 2011 Design by Ipietoon Blogger Template | web hosting