Apr 23, 2012

Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Monday, April 23, 2012 0 Comments

Ankhiyon Ke Jharokhon Se is a 1978 Hindi Romantic film,
starring Sachin and Ranjeeta Kaur.

Arun Mathur and his college sweetheart, Lily Fernandes, even though of different faiths, Hindu & Catholic respectively, are thrilled when their parents agree to the marriage. Ruby Fernandes welcomes Arun and encourages him to call her "mommy", while Arun's dad is already making preparations for the marriage.

Then the doctor announces that Lily has blood cancer and may not have very long to live. She and her mom not only suppress this news from Arun, but also cancel the engagement ceremony.Arun's dad is shocked when Ruby informs him, and he and the doctor discuss various ways of getting her treated. One of them is to let a doctor from abroad examine Lilly.

But Lily's condition grew worse. She breathed her last in Arun's arms as she made him promise to rise in life so she would be at peace.

The songs have been quite popular, especially the title song "Ankhiyon Ke Jharokhon Se" Ravindra Jain was nominated for Filmfare Awards in two categories for this song, namely, Best Lyricist and Best Musician.

Ankhiyon Ke Jharokhon Se







Ankhiyon Ke Jharokhon Se
Maine Dekha Jo Saanware
Tum Door Nazar Aaye
Badi Door Nazar Aaye

Band Karke Jharokhon Ko
Zara Baithee Jo Sochne
Band Karke Jharokhon Ko
Zara Baithee Jo Sochne

Man Mein Tumhi Muskaye
Man Mein Tumhi Muskaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se

Ek Man Tha Mere Paas Woh
Ab Khone Laga Hai
Paakar Tujhe Hai ye Mujhe
Kuchh Hone Laga Hai

Ek Man Tha Mere Paas Woh
Ab Khone Laga Hai

Paakar Tujhe Hai ye Mujhe
Kuchh Hone Laga Hai

Ek Tere Bharose Pe
Sab Baithee Hoon Bhool Ke
Ek Tere Bharose Pe
Sab Baithee Hoon Bhool Ke

Yoon Hi Umar Guzar Jaye
Tere Saath Guzar Jaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se

Jeeti Hoon Tumhe Dekh Ke
Marti Hoon Tumhi Pe
Tum Ho Jahan Saajan Meri
Duniya Hai Wahin Pe

Jeeti Hoon Tumhe Dekh Ke
Marti Hoon Tumhi Pe
Tum Ho Jahan Saajan Meri
Duniya Hai Wahin Pe

Din Raat Dua Maange
Mera Man Tere Waaste
Din Raat Dua Maange
Mera Man Tere Waaste

Kabhi Apni Ummeedon Ka
Kahin Phool Na Murjhaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se

Maein Jab Se Tere Pyar Ke
Rangon Mein Rangi Hoon

Jaagte Hue Soi Nahin
Neendon Mein Jagi Hoon

Maein Jab Se Tere Pyar Ke
Rangon Mein Rangi Hoon
Jaagte Hue Soi Nahin
Neendon Mein Jagi Hoon

Mere Pyar Bhare Sapne
Kahin Koi Na Chheen Le
Mere Pyar Bhare Sapne
Kahin Koi Na Chheen Le

Man Soch Ke Ghabraye Yahi Soch Ke Ghabraye

Ankhiyon Ke Jharokhon Se
Maine Dekha Jo Saanware
Tum Door Nazar Aaye
Badi Door Nazar Aaye

Band Karke Jharokhon Ko
Zara Baithee Jo Sochne
Band Karke Jharokhon Ko
Zara Baithee Jo Sochne

Man Mein Tumhi Muskaye

Man Mein Tumhi Muskaye




Film - Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
Lyrics - Ravindra Jain
Music - Ravindra Jain
Singer - Hemlata


Apr 12, 2012

aadha hai chandrama raat aadhee

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Thursday, April 12, 2012 0 Comments

aadha hai chandrama raat aadhee 



aadha hai chandrama raat aadhee
aadha hai chandrama raat aadhee
reh naa jaaye teree meree baat aadhee,
mulaakaat aadhee

aadha hai chandrama raat aadhee
reh naa jaaye teree meree baat aadhee,
mulaakaat aadhee
aadha hai chandrama...

piya aadhee hai pyaar kee bhaasha
aadhee rehne do mann kee abhilaasha
piya aadhee hai pyaar kee bhaasha
aadhee rehne do mann kee abhilaasha
aadhe chhalke nayan, aadhe chhalke nayan
aadhee palkon me bhee hai barsaat aadhee

aadha hai chandrama raat aadhee
reh naa jaaye teree meree baat aadhee
mulakat aadhee
aadha hai chandrama...

aas kab tak rahegee adhuree
pyaas hogee nahee kya yeh puree
aas kab tak rahegee adhuree
pyaas hogee nahee kya yeh puree
pyaasa pyaasa pawan, pyaasa pyaasa gagan
pyaase taaro kee bhee hai baaraat aadhee

aadha hai chandrama raat aadhee
reh naa jaaye teree meree baat aadhee,
mulaakaat aadhee
aadha hai chandrama...

sur aadha hai shyaam ne saadha
raha radha kaa pyaar bhee aadha
sur aadha hai shyaam ne saadha
raha radha kaa pyaar bhee aadha
nain aadhe khile honth aadhe mile

rehee pal me milan kee woh baat aadhee

aadha hai chandrama rat aadhee
reh naa jaye teree meree baat aadhee,
mulaakaat aadhee
aadha hai chandrama...

Movie : Navrang [1959]
 Singer : Mahendra Kapoor, Asha Bhosle
Music Director : C Ramchandra
Lyricist : Bharat Vyas



Apr 4, 2012

Yeh zindagi usi ki hai

Raaji రాజ్యలక్ష్మి.N At Wednesday, April 04, 2012 0 Comments

Anarkali is a 1953 film based on the historical legend
of the Mughal emperor Jahangir.
As per the legend Jahangir revolted against his father
Akbar ..over his love for a common girl called Anarkali.
It was the top grossing Hindi film in the year of its release,and one of the biggest Hindi film hits in its decade.


Yeh zindagi usi ki hai







Yeh zindagi usi ki hai
Jo kisi ka ho gaya
pyaar hi me kho gaya
Yeh zindagi usi ki hai
Jo kisi ka ho gaya
pyaar hi me kho gaya
Yeh zindagi usi ki hai

Yeh bahaar yeh samaah

kehraha hai pyaar kar
kisi ki arzoo mein apne
dil ko bekarar kar

Yeh bahaar yeh samaah
kehraha hai pyaar kar
kisi ki arzoo mein apne
dil ko bekarar kar

yeh zindagi hai bewafa....
zindagi hai bewafa
loot pyaar ka mazaa

yeh zindagi
usi ki hai
Jo kisi ka ho gaya
pyaar hi me kho gaya
Yeh zindagi usi ki hai

Dhadak raha hai dil to kya

yeh dil ke dhadkanein na gin
Dhadak raha hai dil to kya
yeh dil ke dhadkanein na gin

phir kahaan yeh fursatein
phir kahaan yeh raat din
Aa rahi hai ye samaah.........

Aa rahi hai
ye samaah
mastiyon mein doob ja

yeh zindagi usi ki hai
Jo kisi ka ho gaya
pyaar hi me kho gaya
Yeh zindagi usi ki hai

Film : Anarkali (1953)
Music : C. Ramchandra,
Director : Nandlal Jaswantlal
Singer : Lata Mangeshkar



 

Gaata Rahe Mera Dil Copyright © 2011 Design by Ipietoon Blogger Template | web hosting